Aaj 4 Rajab Pehli Jumerat Ke Din Surah Kausar Ka Wazifa | Jumerat Ka Wazifa | 4 Rajab Wazifa
Автор: Urdu Islami Series
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 41688
Aaj 4 Rajab Pehli Jumerat Ke Din Surah Kausar Ka Wazifa | Jumerat Ka Wazifa | 4 Rajab Wazifa
Assalam-o-Alaikum!
Aaj ki is video mein hum aap ko Rajab ki pehli Jummarat (4 Rajab) ka ek nihayat mujarrab aur azmooda wazifa batayenge. Sirf 10 rupay ki tofiyan (candies) lekar ye khas surat aur Allah ke nam parhen. Allah ke fazl se rizq, dolat, aur har mushkil ka hal naseeb hoga.
Is Video mein aap jaan sakenge:
Rajab ki pehli jummarat ka khas sadqa.
10 rupay ki tofiyon wala wazifa.
Surah Kausar aur Ya-Hayyu Ya-Qayyum ki fazilat.
Karobar mein barkat aur qarz se nijat ka amal.
Wazifa ki Tarteeb:
3 martaba Durood-e-Ibrahimi.
11 martaba "Ya-Hafeezu".
33 martaba "Surah Kausar".
21 martaba "Ya-Hayyu Ya-Qayyum".
Akheer mein phir Durood Sharif.
Note: Is amal ko mukammal yaqeen ke sath karen aur 10 rupay ki tofiyan bacho mein bant den.
TAGS:
Rajab ka wazifa, Rajab ki pehli jummarat ka wazifa, 4 Rajab wazifa, 10 rupay wala wazifa, Surah Kausar ka wazifa, Rizq me barkat ka wazifa, Dolat mand hone ka wazifa, Mushkil kusha wazifa, Islamic wazaif, Powerful wazifa for hajat, Sadqa dene ka tarika, Madani wazaif, Rohani ilaj.
HASHTAGS,
#RajabWazifa #IslamicWazaif #4Rajab #SurahKausar #RizqKiDua #PowerfulWazifa #JummaratWazifa #UrduWazaif #Sadqa #AllahKeNaam
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: