Kanha Ji Kamarkachni Tutorial | Woolen Shawl Se Kamarkachni | Part 2 ❄️✨
Автор: Aarti Divya Vastra & Kala
Загружено: 2026-01-09
Просмотров: 38
Radhe Radhe 🙏
Welcome back to my channel.
Aaj main aap sab ke saath share kar rahi hoon
Kanha Ji winter shringaar series ka Part-2 ✨
Is video mein maine dikhaya hai
Kanha Ji ki Kamarkachni kaise banayi,
jo maine woolen shawl ke fabric se prepare ki hai ❄️
Yeh specially 12-inch Kanha Ji idol ke liye design ki gayi hai,
isliye fitting soft aur comfortable hai.
Same woolen shawl use karne ki wajah se
dress aur kamarkachni dono ka look
bahut well-matched aur complete lagta hai 💖
Agar aapko yeh tutorial pasand aaye,
to please video ko like zaroor kijiye
aur next part ke liye channel se jude rahiye.
Radhe Radhe 💖
#RadheRadhe
#KanhaJi
#Kamarkachni
#KanhaJiShringaar
#WinterShringaar
#WoolenShawl
#12InchKanhaJi
#HandmadeForGod
#BhaktiCreativity
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: