Bazar e Sham Aur Darbar e Yazeed | Syria Full History | Karbala Series یزید کا محل |
Автор: Discover With Khurram
Загружено: 2024-08-05
Просмотров: 2138245
Is video mein aapko Bazar e Sham aur Darbar e Yazeed ka asal manzar dikhaya gaya hai.
Yehi wo jagah hai jahan Ahlul Bayt (A.S) ko qaid ke baad laya gaya tha, aur Bibi Zainab (S.A) ne Yazid ke darbar mein woh bebaak khutba diya jo tareekh mein hamesha yaad rakha jayega.
Video mein aap Syria (Dimashq/Damascus) ke andar Bazar e Sham aur Darbar e Yazeed ka full view dekhenge.
Ye manzar aapko Karbala ke baad ke waqiyaat ki tasveer samajhne mein madad dega.
📍 Location: Damascus, Syria
Agar aap Karbala, Bibi Zainab (S.A), Imam Hussain (A.S) aur Islamic History se related mazeed videos dekhna chahte hain to channel ko zaroor subscribe karein.
#Karbala #BazarESham #DarbarEYazeed #BibiZainab #Syria #IslamicHistory
#khutbah #bibizainab #imamhussain
#bazarsham #darbareyazeed #yazeed
Bazar e Sham, Darbar e Yazeed, Syria Islamic history, Damascus, Bibi Zainab, Imam Hussain, Karbala history, Ahlul Bayt, Yazid ka darbar, Karbala documentary, Syria travel vlog, Ziarat Syria, Karbala series
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: