Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Noha 2025 | Amma Dua Karo Noha | Taziya | Muharram 2025 | Anjuman Imamia

Автор: Azadari Baragaon Ghosi, Mau

Загружено: 2025-07-06

Просмотров: 6984

Описание:

Noha 2025 | Amma Dua Karo Noha | Taziya | Muharram 2025 | Anjuman Imamia

#AmmaDuaKaroNoha
#अम्मादुआकरोकीअकेलाकोईनहो
#Amma_dua_karo_Ki_Akela
#Noha2025
#Azadari2025
#9Muharram2025
#BaragaonAzadari
#MohammadNaseem
#AsifPoetNoha
#AnjumanImamia
#GhosiMauJuloos
#Muharram1447
#Taziya2025
#Tajiaghosi
#YaHusai #yaAli #Karbala #Muharram2025
#EmotionalNoha2025
#MatamGhosi
#AzadariBaragaon
#AzadariBaragaonGhosiMau
#NohaShorts2025
#IndiaPakistanAzadari


🎁 Description:

Amma Dua Karo Ki Akela Koi Na Ho 💔
9 Muharram 2025 ke is dard bhare nohay me Mohammad Naseem sahab ki awaaz aur Asif sahab ka likha kalam dil ko chhoo jaata hai.
Baragaon Ghosi Mau ke is juloos-e-Taziya ka hissa baniye aur Azadari ki roohani fiza mehsoos kijiye.
JULOOS E TAZIYA
📍 Location: Baragaon, Ghosi, Mau
📅 Tareekh: 9 Muharram 2025
🎙️ Reciter: Mohammad Naseem
✍️ Poet: Asif
🎥 Channel: Azadari Baragaon Ghosi Mau

👉 Juloos, taziya aur matam ke aur videos ke liye subscribe karein.
🔔 Bell icon dabayein taake aapko har noha pehle mile.

#Noha2025 #BaragaonAzadari #Taziyaghosi #MohammadNaseem #9Muharram2025 #GhosiMauJuloos #AzadariBaragaonGhosiMau

LYRICS

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو

نرغے میں اپنی ماں کا دلارا کوئی نہ ہو


پالا ہے مجھکو آپ نے کتنے دلار سے

کرتی تھیں آپ بات بہت مجھ سے پیار سے

کیوں کر نہ نکلے آہ دل بے قرار سے

محروم ماں کے پیار سے اتنا کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو


مقتل میں نو نہالوں کی میت اٹھائی ہے

کیسے بتاؤں چوٹ جو اس دل پہ کھائی ہے

غلطان خاک و خون میں تیری کمائی ہے

اتنا غریب گود کا پالا کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو


زینب کو کیسے آئے گا میرے بنا قرار

دیکھے گی چند قدموں سے وہ میرا حال زار

جب شمر ہوگا سینئہ شبیر پر سوار

خنجر ہو کند حلق پہ پیاسہ کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو


اکبر پہ بے زبان پہ آنسو بہا چکے

عباس کے فراق کا صدمہ اٹھا چکے

قاسم کی لاش گٹھری میں مقتل سے لا چکے

اب میرے آنسو پوچھنے والا کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو


اب زندگی ہے درد مسلسل حسین کی

ہمت دو مجھکو فاتح بدرو حنین کی

آ جائے نیند آپ کی گودی میں چین کی

گودی میں ماں کی خون سراپا کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو


اماں بلا رہی ہے شہادت حسین کو

کچھ پل نصیب رن میں ہے فرصت حسین کو

رلوا رہی ہے خون محبت حسین کو

اماں یتیم مثل سکینہ کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو 


کمہلا گئے ہیں پھول گلستان نہ رہا

زینب کی آرزوؤں کا قرآن نہ رہا

ہاشم کا چاند نیر تابان نہ رہا

دریائے بے کسی کا کنارہ کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو


آصف لہو میں ڈوب گیا فاطمہ کا لال

زینب پچھاڑیں کھاتی تھی کہتی تھی خوش خصال

اب کون آکے پوچھے گا غربت میں میرا حال

ایسے بہن کو چھوڑ کے جاتا کوئی نہ ہو

اماں دعا کرو کہ اکیلا کوئی نہ ہو
Amma Dua Karo Ke Akela Koi Na Ho

Amma dua karo ke akela koi na ho
Narghe mein apni maa ka dulaara koi na ho

Paala hai mujhko aap ne kitne dular se
Karti thin aap baat bohat mujh se pyaar se
Kyun kar na nikle aah dil beqaraar se
Mehroom maa ke pyaar se itna koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Maqtal mein nau-nahalon ki mayyat uthayi hai
Kaise bataoon chot jo is dil pe khai hai
Ghaltan-e-khaak-o-khoon mein teri kamayi hai
Itna gareeb god ka paala koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Zainab ko kaise aayega mere bina qaraar
Dekhegi chand qadam se woh mera haal-e-zaar
Jab Shimr hoga seena-e-Shabbir par savaar
Khanjar ho kund, halaq pe pyaasa koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Akbar pe be-zuban pe aansoo baha chuke
Abbas ke firaaq ka sadma utha chuke
Qasim ki laash gathri mein maqtal se la chuke
Ab mere aansoo poonchhne wala koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Ab zindagi hai dard-e-musalsal Hussain ki
Himmat do mujhko faateh-e-Badr-o-Hunain ki
Aa jaye neend aap ki godi mein chain ki
Godi mein maa ki khoon-sarapa koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Amma bula rahi hai shahadat Hussain ko
Kuch pal naseeb ran mein hai furst Hussain ko
Rulwa rahi hai khoon-e-mohabbat Hussain ko
Amma yateem misl-e-Sakina koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Kamhla gaye hain phool, gulistaan na raha
Zainab ki aarzuon ka Qur’an na raha
Hashim ka chaand nayyir-e-taabaan na raha
Darya-e-bekasi ka kinaara koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Asif lahoo mein doob gaya Fatima ka laal
Zainab pichhaarein khaati thi, kehti thi khush-khisaal
Ab kaun aa ke poochhega gurbat mein mera haal
Aise behan ko chhod ke jaata koi na ho
Amma dua karo ke akela koi na ho

Noha 2025 | Amma Dua Karo Noha | Taziya | Muharram 2025 | Anjuman Imamia

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Chehlum Ka Naya Noha 2025 | Paake Zindane Gham Se Rehayi noha

Chehlum Ka Naya Noha 2025 | Paake Zindane Gham Se Rehayi noha

SAR KATANE KO AB CHALE AKBAR NOHA | Maulana Shafqat Taqi Ghosi | New Noha

SAR KATANE KO AB CHALE AKBAR NOHA | Maulana Shafqat Taqi Ghosi | New Noha

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haidariya Maniyarpur 2025 (#TURABKHANI)

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haidariya Maniyarpur 2025 (#TURABKHANI)

Джем – Noha 2025 | Amma Dua Karo Noha | Taziya | Muharram 2025 | Anjuman Imamia

Джем – Noha 2025 | Amma Dua Karo Noha | Taziya | Muharram 2025 | Anjuman Imamia

पुरदर्द बैनी मसय्यब नौहा || Paake Zindane Gham Se Rehayi Anjuman Imamiya Ghosi Mau #live #noha #ali

पुरदर्द बैनी मसय्यब नौहा || Paake Zindane Gham Se Rehayi Anjuman Imamiya Ghosi Mau #live #noha #ali

ज़ैनब लिपट के बोली ये क़ब्रे इमाम से | noha | juloos | yaade aseerane karbala | 6Rabi ul awwal 2024

ज़ैनब लिपट के बोली ये क़ब्रे इमाम से | noha | juloos | yaade aseerane karbala | 6Rabi ul awwal 2024

Hai Kitna Gham Zada Mera Muqaddar Fatema Hoon Main | Noha 2025 | Ayyam e Fatimiyah | Ghosi

Hai Kitna Gham Zada Mera Muqaddar Fatema Hoon Main | Noha 2025 | Ayyam e Fatimiyah | Ghosi

Anjuman Jafariya Kopaganj Mau | Kaha Hussain a.s Ne Rokar Bahan Khuda Hafiz | Hasan Raza

Anjuman Jafariya Kopaganj Mau | Kaha Hussain a.s Ne Rokar Bahan Khuda Hafiz | Hasan Raza

10 Muharram 2025 | Ghosi Tazia Juloos Mein Matam Ka Toofan | Hussain Hussain Se Goonj Utha Ghosi

10 Muharram 2025 | Ghosi Tazia Juloos Mein Matam Ka Toofan | Hussain Hussain Se Goonj Utha Ghosi

Ali Safdar (2008) Zahoor kab hoga 7

Ali Safdar (2008) Zahoor kab hoga 7

Kaddi Bhulney Nahee Ummat de Ehsaan ||17 Saffar 1445/2023 Shaam 🇸🇾

Kaddi Bhulney Nahee Ummat de Ehsaan ||17 Saffar 1445/2023 Shaam 🇸🇾

Thi Moseebat Par Moseebat | Karbala Roti Rahi | Heart Touching Noha 2025 | Muharram 1447 | Ghosi

Thi Moseebat Par Moseebat | Karbala Roti Rahi | Heart Touching Noha 2025 | Muharram 1447 | Ghosi

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haideriya Maniyarpur Sultanpur | Turabkhani Sultanpur

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haideriya Maniyarpur Sultanpur | Turabkhani Sultanpur

AKBAR TERE MARNE NE BABA KO BHI MARA HAI | New Noha 2024 | Anjuman Imamia Ghosi

AKBAR TERE MARNE NE BABA KO BHI MARA HAI | New Noha 2024 | Anjuman Imamia Ghosi

Shahadat Imam Ali Naqi ع | Anjuman e Haideria 24th Dec2025 #azadari #viralvideo #yahussain #karbala

Shahadat Imam Ali Naqi ع | Anjuman e Haideria 24th Dec2025 #azadari #viralvideo #yahussain #karbala

Ansar-E-Husaini Qadeem !! Jab Madine Me Bicha Farsh-E-Aza Sogra (s.a) Ke Ghar !! 8 Rabi-Ul-Awwal

Ansar-E-Husaini Qadeem !! Jab Madine Me Bicha Farsh-E-Aza Sogra (s.a) Ke Ghar !! 8 Rabi-Ul-Awwal

Hussain Aap Ko Hindustan Bulata Hain | Ameer Hasan Aamir | Ashura Ka Manzar Utraula 2024

Hussain Aap Ko Hindustan Bulata Hain | Ameer Hasan Aamir | Ashura Ka Manzar Utraula 2024

Akbar Tumhe Maloom Hai Kya Maang Rahe Ho | Sahibe  Alam 2019

Akbar Tumhe Maloom Hai Kya Maang Rahe Ho | Sahibe Alam 2019

Zainab Ka Tha Yeh Turbat e Zahra Pe Marsiya | Anjuman Husainiya Jafrabad Jalalpur | Noha 2021

Zainab Ka Tha Yeh Turbat e Zahra Pe Marsiya | Anjuman Husainiya Jafrabad Jalalpur | Noha 2021

Zuhair Akbarpuri |New Noha 2023 | Bus Aik Khoon Bhara Kurta lai hai Zainab | Anjuman Gulshan E Islam

Zuhair Akbarpuri |New Noha 2023 | Bus Aik Khoon Bhara Kurta lai hai Zainab | Anjuman Gulshan E Islam

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]