WINTER SPECIAL STRAWBERRY CREAM | Easy & Creamy Dessert
Автор: Khatija Kitchen
Загружено: 2025-12-18
Просмотров: 45
Aaj hum lekar aaye hain *winter special strawberry cream* ki simple aur tasty recipe.
Ye dessert banane mein bohot hi easy hai aur taste mein bilkul creamy aur fresh lagta hai.
Fresh strawberries, cream aur milkmaid ke saath banne wali ye strawberry cream bachchon aur bado dono ko bohot pasand aati hai.
Winter season mein strawberries easily mil jaati hain aur ye health ke liye bhi kaafi faydemand hoti hain.
Aap ise parties, get-together ya family dessert ke taur par zaroor try karein.
Ingredients:
Strawberry – 250 gram
Amul Fresh Cream – 250 gram
Milkmaid – 170 gram
Powder Sugar – 2 bade chamach (taste ke hisaab se)
#StrawberryCream
#WinterSpecialDessert
#EasyDessertRecipe
#HomemadeDessert
#StrawberryLovers
#CreamyDessert
#KhatijaKitchen
#WinterRecipe
#NoBakeDessert
#SweetRecipe
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: