Rock Bottom - Jokhay, Talha Anjum, Asim Azhar (Lyrics)
Автор: OZAIR • EDITz
Загружено: 2025-11-27
Просмотров: 1114
This video is lyrical edited video of hiphop/pop song "rock bottom" by Talha Anjum and Asim Azhar and produced by Jokhay.
And
This song is 8th song of album "33 years later" by jokhay
Released (song) -28 nov 2025
Music is not belongs to me it belongs to its owner i only used as fair use as youtube policy.
Support channel:
Jazzcash pak. - 03201317117
#umair #talhaanjum #jokhay #talhahyunus #dhh #rockbottom #hiphop #lyrics #edit #ozaireditz #asimazhar #33yearslater
lyrics:
mujhe dard e dil ki dava nahi
mujhe dard dil ke dalail de
tera aana mujh pe zaruri tha
tere aane ke kuch marahil the
hum dono me kaafi masail the
par hum dono
aik dusre ke qail the
kabhi mila karte the paharo pe
kabhi mila karte the hum sahil pe
mann mail kiya tune janam
mein dooba hu
deep at the bottom
meri socho mei kitna tazad ab
mere ehsasaat mei tasadum
hum larte hi rehte hei aapas mei
aur dekho
barhte hi rehte hei nakhun
hum peete hei raaton ko itni
ke subah tak
kho hi dete hei tawazun
meri fikar mei mere duaa-gu
isse nasha na kaho dava kaho
teri nazro se pite hei roz
tu ab kia
shikayat hei teri zabaan ko?
socho ko bandhu kafan mei
aur dil ki qabar mei
ye saari dafnadu
ajnabi sa lagta hei apnaa aap
kese lage gaa mujhe apnaa tu
ye dushwarian dard e dil aur dil daarian
mujhe khaa gayi teri yaad ab
bari mehngi teri yaarian
mein dil ka sauda ab kia karu
iss dar/dil ka sauda ab kia karu
mein tum se aakhir kab tak laru
mein dil ka sauda ab kia karu
Asim Azhar:
tu zahir hei mein ghayab hu
tu qayam hei mei maazi hu
par hei nahi jo dikh raha
bus bik raha bazaar
chal ab meri baat sun wahi ho
janaa we'll came and talk soon
mujhe rehti hei fikar teri kia hu tum
mere bare mei bhi sochti ho gumh sum
bas itni si baat hei
Tu kitaa barbaard hei
but i wanna be what you are
par tu door khara hei
aur ye doorian hum ne sahi
thi dillagi koi khel nahi
majboorian aur tashnagi
ye tum kia jano kabhi
be-raaz hu bezaar hu
teri khamoshion ka zaad hu
aur umar bhar ka riazzi hu
mere geeto mei tabhi
ye dushwarian dard e dil aur dildarian
mujhe khaa gayi teri yaad ab
bari mehngi teri yaarian
mein dil ka sauda ab kia karu
iss dil ka sauda ab kia karu
mein tum se aakhir kab tak laru
mein dil ka sauda ab kia karu
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: