Har Ki Pauri Vlog – Haridwar Ka Sabse Pavitra Ghat | Travel With Jagbandhu
Автор: Travel with Jagbandhu
Загружено: 2025-06-06
Просмотров: 135
🙏 Travel With Jagbandhu ke is vlog mein chaliye hum aapko le chalte hain Haridwar ke sabse pavitra sthal Har Ki Pauri par, jahan hoti hai duniya ki mashhoor Ganga Aarti. Subah se lekar shaam tak ka poora anubhav, Ganga mein snan, bhakton ki bhakti, aur Haridwar ka divine atmosphere – sab kuch aapko is video mein dekhne ko milega.
✨ Highlights of the video:
Har Ki Pauri ka Itihaas
Ganga Snan ka Pavitra Anubhav
Shaam Ki Bhavya Ganga Aarti
Local Bazaar aur Street Food
Devotional Music & Real-time Experience
📌 Location: Har Ki Pauri, Haridwar, Uttarakhand
🎥 Shot & Edited by: Travel With Jagbandhu
💬 Agar aap Haridwar ghoomne ka plan kar rahe hain to yeh video aapke liye perfect hai!
👍 Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zarur karein!
#Haridwar #HarKiPauri #GangaAarti #TravelWithJagbandhu #UttarakhandVlog #SpiritualIndia #IndianTemples #TravelVlogHindi
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: