Hair Care Series Day 2 | Onion, Rice & Cinnamon Hair Toner for Fast Hair Growth & Shine
Автор: khadija khan vlog
Загружено: 2025-10-31
Просмотров: 22
Welcome back to Hair Care Series – Day 2! 💕
Aaj ke video mein main share kar rahi hoon ek powerful natural hair toner jo banaya gaya hai piyaz, chawal, chai ki patti aur dar cheeni se 🌿
Ye toner scalp ko clean karta hai, dandruff reduce karta hai aur balon ko naturally soft, shiny aur long banata hai ✨
Use it every night for best results and wash in the morning — 100% natural & chemical-free remedy.
Ingredients:
1 small onion
2 tbsp rice
1 tbsp chai ki patti
1 small cinnamon stick
1 cup water
How to use:
1️⃣ Sab cheezon ko 15 min ke liye bigo kar rakh dein.
2️⃣ 5-7 minute ubal kar strain karein.
3️⃣ Spray bottle mein daal kar scalp par raat ko lagayein.
4️⃣ Subha wash kar lein.
Agar aapko ye video pasand aaye to like, comment aur subscribe zaroor karein 🌸
---
🔖 Hashtags:
#HairCareSeries #HairToner #HairGrowthTips #OnionHairToner #NaturalHairCare #RiceWaterForHair #DIYBeautyTips #LongHairCare #ShinyHair #HomeRemedyForHair
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: