Thar Roxx wale se ho gai behas | mafi mangni padi unko
Автор: Arman K vlog
Загружено: 2025-12-10
Просмотров: 208
Sunday Riders BKN ki is baar ki ride sach me yaadgaar ban gayi!
Ride smooth chal rahi thi, sabka mood high tha… tabhi Thar Roxx wale ne bottle road par feki, jisse hamara ek rider girte-girte bach gaya.
Phir waha thodi behas hui aur us Thar wale ko safai deni padi.
Is sab ke beech bhi humne apna ride discipline aur unity dikhayi.
Photos click kiye, masti ki, aur ride ko safe way me complete kiya.
Ye part-2 pure scene ko aur bhi thrilling banata hai!
#SundayRidersBKN #SundayRide #BikanerRiders #BikeLifeIndia #RiderCommunity #RideStories #TharRoxxIssue #RoadSafetyFirst #BrotherhoodOnRoad #AdventureRide #IndianRiders #MotoVlog #RealRideMoments #UnityInRide #ViralReels
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: