Scooty Me Belt Change Aur Greasing Karne Ka Sahi Tarika | SB BIKE MECHANIC
Автор: SB Bike Machanic 28
Загружено: 2026-01-10
Просмотров: 25
Namaste doston! Main hoon Sanjit aur aaj ke is video mein hum Hero Pleasure scooty ki drive belt change karenge aur variator roller ki greasing karenge.
Agar aapki scooty mein pickup kam ho gaya hai ya engine se ajeeb si awaz aa rahi hai, to ho sakta hai ki belt ghis gayi ho. Is video mein maine step-by-step bataya hai ki:
Purani belt ko kaise check kare.
Variator aur rollers ki safai aur greasing kaise kare.
New belt install karne ka sahi tarika kya hai.
Video pasand aaye toh LIKE kare aur mere channel SB BIKE MECHANIC ko SUBSCRIBE karna na bhoolein!
#SBBIKEMECHANIC #HeroPleasure #ScootyRepair #BeltReplacement #BikeMaintenance #MechanicalTips
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: