Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Radha Krishna Ka Shringar 🤩Aur 108 Parikrama! 🙏

Автор: K. P. A. vlogs

Загружено: 2025-12-05

Просмотров: 64

Описание:

Radhe Radhe Dosto! 🙏

Aaj main aap sabke saath Dev Prabodhini Ekadashi (Dev Uthani Ekadashi) ka poora din share kar rahi hu.
Yeh din bahut hi khaas aur mangalmay hota hai, kyunki is din se saare shubh aur mangalik kaam phir se shuru ho jaate hain.

Subah hum sab mandir gaye aur Radha Krishna ko Bhuaa, Mummy, aur Krishna Chachi ji ne milkar nayi, sundar poshak pehnayi thi.
Aap dekhenge ki hamare Radha Madhav kitne manmohak lag rahe the! 😍

Iske baad, hum sabne milkar 108 baar Mandir ki Parikrama ki.
Aur guess karo?
Hamare chotu Tanshu ne bhi poori Parikrama ki! Wo pal dekhkar bahut accha laga. 😊

Aur haan, shaam ko humne Devi Devtaon ko uthane ki puja ki aur bahut hi pavitra Tulsi Vivah bhi karwaya.

Is poore vlog mein aapko mandir ki vibes aur Tulsi Vivah ki khubsurat jhalak dekhne ko milegi.


Video ko End tak zarur dekhein aur agar accha lage to Like, Share aur Subscribe karna mat bhoolna!



Dev Prabodhini Ekadashi Kya Hai?


Dev Prabodhini Ekadashi ko Dev Uthani Ekadashi bhi kehte hain.
"Dev Prabodhini" ka matlab hai 'Deva' (Bhagwan Vishnu) ka 'Prabodhini' (jaagna/uthna).
Matlab: Char Mahine (4 months) pehle Devshayani Ekadashi par Bhagwan Vishnu ksheer sagar mein yog nidra ke liye chale jaate hain.

Is Dev Prabodhini Ekadashi ke din unki yeh nidra samapt hoti hai aur woh phir se jaagrit ho jaate hain.

Iska Mahatva: Jab Bhagwan Vishnu yog nidra mein hote hain, toh is beech saare mangalik kaam jaise shaadi, mundan, grih pravesh, aadi ruk jaate hain.

Shubh Kaamon Ki Shuruaat: Chuki aaj ke din Bhagwan Vishnu jaagrit ho jaate hain, isliye aaj ke din se hi sabhi tarah ke shubh, mangalik aur bade kaam phir se shuru ho jaate hain.

Radha Krishna Ka Shringar 🤩Aur 108 Parikrama! 🙏

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

श्री क्षेत्र खंडोबा पाल दर्शन 🙏 (part -2) #temple

श्री क्षेत्र खंडोबा पाल दर्शन 🙏 (part -2) #temple

Antima Ka 18th Birthday VLOG! 🥳 #vlog #vlogger #dailyvlog #dance #familyvlog#birthdaycelebration#joy

Antima Ka 18th Birthday VLOG! 🥳 #vlog #vlogger #dailyvlog #dance #familyvlog#birthdaycelebration#joy

ПЛОХИЕ НОВОСТИ ДЛЯ КИЕВА ❗

ПЛОХИЕ НОВОСТИ ДЛЯ КИЕВА ❗

НОГИ ПРОСТО ОТКАЖУТ! Делай это, что НЕ ХОДИТЬ с палочкой на старости лет!

НОГИ ПРОСТО ОТКАЖУТ! Делай это, что НЕ ХОДИТЬ с палочкой на старости лет!

Part-3 Gokuldham🌄,  84 khamba🛕,nand Bhavan 🛕or bhi jaga aaj last din🥺 in Vrindavan

Part-3 Gokuldham🌄, 84 khamba🛕,nand Bhavan 🛕or bhi jaga aaj last din🥺 in Vrindavan

Finally !Strike Ke Baad Vlogs Shuru !🤩 govardhan puja#vlog#familyvlog#festival#festivalvlog#vlogger

Finally !Strike Ke Baad Vlogs Shuru !🤩 govardhan puja#vlog#familyvlog#festival#festivalvlog#vlogger

Chcesz Ukrainy w Unii?

Chcesz Ukrainy w Unii?

Рождественская ярмарка в Риге: ЦЕНЫ - вот это СЮРПРИЗ 🎄

Рождественская ярмарка в Риге: ЦЕНЫ - вот это СЮРПРИЗ 🎄

🌲Новогодние образы🤶🌲из Италии🇮🇹Германии🇩🇪Франции🇫🇷 Голландии🇳🇱🔥

🌲Новогодние образы🤶🌲из Италии🇮🇹Германии🇩🇪Франции🇫🇷 Голландии🇳🇱🔥

Bhaiduj vlog🩷 #vlog#vlogger#dailyvlog#festival#familyvlog#vlogging

Bhaiduj vlog🩷 #vlog#vlogger#dailyvlog#festival#familyvlog#vlogging

IKEA в Стокгольме на Рождество. Репортаж с родины Икеи

IKEA в Стокгольме на Рождество. Репортаж с родины Икеи

Vrinda Devi mandir and anpurna mata mandir , jalandhar

Vrinda Devi mandir and anpurna mata mandir , jalandhar

सास बहू के धान लुवाई  बहु के हाल बेहाल#nirmalakaushikcgvlogs #cgvlogs

सास बहू के धान लुवाई बहु के हाल बेहाल#nirmalakaushikcgvlogs #cgvlogs

रविवार भक्ति भजन : जपाकुसुम संकाशं, ॐ सूर्य देवाय नमो नमः, सूर्यदेव अमृतवाणी, सूर्य चालीसा व आरती

रविवार भक्ति भजन : जपाकुसुम संकाशं, ॐ सूर्य देवाय नमो नमः, सूर्यदेव अमृतवाणी, सूर्य चालीसा व आरती

Aaje to gaya santej......gaam ma mahadev na mandire gaya aaje to

Aaje to gaya santej......gaam ma mahadev na mandire gaya aaje to

घर में पूजा कैसे करें Ghar par Puja kaise kare जानिए संपूर्ण पूजा विधि How to do Puja at Home Daily

घर में पूजा कैसे करें Ghar par Puja kaise kare जानिए संपूर्ण पूजा विधि How to do Puja at Home Daily

Haldi Mehndi function New Vlog 😊GunjanVlogger001

Haldi Mehndi function New Vlog 😊GunjanVlogger001

Sawai Bhatt ने गुरु पूर्णिमा के प्रथम दिन पर सुनाया अद्भुत राधा नाम कीर्तन ! गुरू पूर्णिमा - Day 1

Sawai Bhatt ने गुरु पूर्णिमा के प्रथम दिन पर सुनाया अद्भुत राधा नाम कीर्तन ! गुरू पूर्णिमा - Day 1

Ujjain Trip with family♥️✨,MERE MAHAKAL KI NAGRI📿🔱🥹, SUKOON 🥰✨

Ujjain Trip with family♥️✨,MERE MAHAKAL KI NAGRI📿🔱🥹, SUKOON 🥰✨

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]