Islam moral tv
Автор: Islam moral tv
Загружено: 2025-12-15
Просмотров: 29
#about (Channel Description):
Assalam-o-Alaikum!
Is channel ka maqsad Islam se mutaliq sawalat ke sahih aur authentic jawab Qur’an aur Sahih Ahadees ki roshni mein pesh karna hai.
Yahan namaz, roza, zakat, halal–haram, aqeeda, akhlaq aur rozmarra zindagi ke masail ko asan aur samajhne layak andaz mein bayan kiya jata hai.
Hum koshish karte hain ke har baat daleel ke sath aur seedhi zuban mein samjhayi jaye, taake har Muslim bhai aur behen faida utha sake.
Agar aap apne deen ko behtar samajhna chahte hain to channel ko Subscribe karein aur videos ko share karein.
Allah Ta’ala humein sahi ilm hasil karne aur us par amal karne ki taufeek ata farmaya ameen
#Islammoraltv#QuranStories #IslamicMotivation #HeartTouchingStories #YadgarQissay #InspirationalStories #ViralIslamicVideo #islamicquotes
#islamicquote #islamicquiz #islamicquestions
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: