Ittehad e Ahl e Sunnat Ek Tareekhi Koshish | Mufti Rashid sb aur Dr. ashraf asif jalali
Автор: Pir Jahangir Qadri Noori
Загружено: 2025-08-16
Просмотров: 9242
Ahl e Sunnat ke liye ek tareekhi khabar!
Ittehad Ulama Council ne ek bara qadam uthaya hai jiska maqsad Mufti Rashid sb aur Dr. Ashraf Asif Jalali sb ke darmiyan mojood ikhtilafat ko khatam karna hai.
Log bar bar yeh sawal karte hain:
Kya Mufti Rashid aur Dr. Jalali ke ikhtilafat khatam ho jayeinge?
Kya Mufti Rashid sb aur Dr. Ashraf Asif Jalali sb ek stage par beth sakte hain?
Kya yeh waqayi Ahl e Sunnat Ittehad ki taraf ek tareekhi qadam hai?
Is video mein aapko maloom hoga ke kis tarah Mufti Rashid aur Dr. Jalali ke darmiyan sulah ki koshish ho rahi hai aur Ittehad e Ahl e Sunnat ki rahen khul rahi hain.
Agar yeh koshish kamyab ho gayi to yeh waqayi Ahl e Sunnat Ittehad ke liye ek badi khushkhbari hogi aur Mufti Rashid aur Dr. Ashraf Jalali dono ka qareeb aana tareekh badal dega.
📌 Dua hai Allah Ta’ala is koshish ko kamyab banaye aur Ahl e Sunnat ko ek platform par jor de.
--
#MuftiRashid #DrAshrafAsifJalali #AhlESunnat #IttehadEAhlESunnat #UlamaCouncil #Ittehad #samarabbasattari
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: