Jumu'ah Khutbah | Haqiqi Kamiyabi By Muhammad Riyaz Salafi Jama Masjid Maulanagoda Champua
Автор: Md Tahsin
Загружено: 2025-09-06
Просмотров: 280
Haqiqi kamiyabi sirf duniya ki daulat, shohrat ya mansab ka naam nahi hai. Asal kamiyabi woh hai jo Allah ke deen par chalne, Qur’an o Sunnat ki ita‘at karne aur aakhirat mein Jannat hasil karne se milti hai.
Is Khutbah mein Muhammad Riyaz Salafi ne Qur’an aur Hadees ki roshni mein samjhaya hai ke:
Insan ki asal manzil akhirat hai
Duniya ek imtihaan hai
Haqiqi kamiyabi sirf Allah ki raza aur Jannat mein dakhil hone mein hai
Duniya ki zindagi sirf ek zarra hai, asal zindagi aakhirat ki hai
Hadees:
Rasulullah ﷺ ne farmaya:
"Aqalmand woh hai jo apne nafs ka muhasaba kare aur aakhirat ke liye amal kare, aur na-aqal woh hai jo apne nafs ki khwahishat ke peeche chal pade aur Allah se armaan rakhe."
( Tirmidhi 2459 )
Is paigham ko dhyaan se suniye aur apni zindagi ko Qur’an o Sunnat ke mutabiq dhalne ki koshish kijiye.
Chapter 👀
Dua 00:00
Khutbah start 2:36
Duniya Ki zindagi
Real success
Asal zindagi
Akhriyat ki zindagi
Dunyawi zindagi
Maut ke baad ki zindagi
Real life
Fake world
Maut ko yaad kare
Allah ki ibabadat
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: