Gluten free breakfast Millet rabadi सर्दी में एक चम्मच बाजरे के आटे से बनाए यह गुणकारी राबड़ी।
Автор: kanuda ki kitchen
Загружено: 2022-11-09
Просмотров: 26327
aaj kanuda ki kitchen mein Rajasthan ki rabri ban rahi hai. bajare aur chhachh ki healthy rabdi jise Ham panch minut mein banaa kar taiyar kar lenge. bajare ki paramparik Rabari ko aaj Ham naye tadke ke sath banaenge. bajare ki rabri ko sardiyon mein khaya jata hai aur iske bahut sare fayde hote Hain. hamen Mausam ke anusar sthaniya food ko jyada ahmiyat Deni chahie. isiliye Rajasthani logon Ko to kam se kam bajare ki rabri khani hi chahie Sardi Sardi agar aapko pasand hai to.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: