Kaise khel rhe h ye mere pass 🥹🫠🫠
Автор: Bhavisha Vashishth
Загружено: 2026-01-07
Просмотров: 282
Aaj subhe main puppies ke liye dudh me roti aur bread leke gayi
aur unhe pyaar se pilaya 🐶
Wahin ek chhota sa bacha bhi aaya hua tha
jo unhe khilane me madad kar raha tha,
dekh kar bahut accha laga 🤍
Jo puppy thand me zyada kaanp raha tha
use apne paas bitha kar
thodi si garmahat di 🥺
Uske baad hum ghar aa gaye
aur din kaafi simple aur shaant sa raha,
koi khaas kaam nahi kiya ✨
Ye vlog small moments,
kindness
aur real life emotions se bhara hai 🤍
Agar pasand aaye to like, comment aur subscribe zarur karna.
#dailyvlog #puppylove #animalcare
#reallifevlog #kindness #desilifestyle
#indiavlogger #doglover #dailyvlog #indiavlogger #like #vlog #viral #shorts #lifestylevlog #
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: