Nafarman Aulad K leye Wazifa aulad ko farmabardar banane ka wazifa name of Allah
Автор: MAULANA FAISAL ANSARI
Загружено: 2023-01-03
Просмотров: 10033
بسم اللہ الرحمن الرحیم Shuru karta hun main Allah ke naam se jo bada meherban nihaayat raham wala hai names of Allah jis kam ke Shuru mein Allah k name liya jata hai use kam Mein barkat Ho jaati hai jis janwar ko zeeba karne se pahle Allah Ka Naam Liya jata hai wah halal ho jata hai ise tarah Kisi bhi kam ke Shuru mein jab Allah Ka Naam liya jata hai Allah rabbul Ijjat usmein Khair Dal date hen ya Wazifa Allah ky babrkat name k he h or ap hayran hon jain gy jb ya Wazifa krin gy bacha ap ka aisa farma bardar ho jaega kya aapke kahane Se pahle wah kam kar liya karega yani school ki vardi vagaira pahnana tution jana school Jana madrasa Jana khana time per khana time se so jana yah sab kam bacchon ke vah baccha khud karega Allah rabbul Ijjat ke naam mein itni barkat hai aap yah wazifa jarur aazmayen inshallah aapko bahut fayda hoga aur yah wazifa Kafi logon Ne is wazifa Ko Kiya Allah rabbul ijjit ne bigade hue bacchon ko sudhar Diya Allah rabbul ijjit se Dua hai Jin walden ke pass Aulad Nahin Allah rabbul Ijjat unko nek sale aulad ata farmae aur jinki Aulad hai unko मां-बाप ka farma bardar banae aur pyare nabi l ke tarike ke mutabik Allah rabbul Ijjat ke sare hukum pure karne wala banae aamin summa aaminl
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: