Sardiyon Mein Murgo Ki Best Khurak | Aseel Murghi Winter Diet | Murgoo Ko Garam Rakhne Ka Tarika
Автор: FN Loft
Загружено: 2026-01-08
Просмотров: 23
Sardión ke mausam mein murghón aur Aseel hens ki khurak bohat zyada important hoti hai. Is video mein main aap ko detail se bataon ga sardión mein murghón ko kaise warm rakha jaye, kaunsi diet best hoti hai winter ke liye, aur kon se dana murghi ki health aur strength barhate hain.
Aksar sardión mein murghiyaan kamzor ho jati hain, anda dena kam kar deti hain ya bimar par jati hain. Isi liye is video mein main share kar raha hoon winter special feed formula, jo Aseel murghi, desi hens aur dusri murghiyon ke liye bohat faida mand hai.
Is video mein aap janenge: ✔ Sardión mein murghón ko garam rakhne ka natural tareeqa
✔ Aseel murghi ki best winter diet
✔ Kaun si khurak murghón ko energy aur heat deti hai
✔ Sardi mein anda production kaise maintain karein
✔ Sardi ki wajah se hone wali bemaariyón se hifazat
Ye video har us bande ke liye hai jo murghi palta hai, chahe chota setup ho ya poultry farming. Agar aap apni murghón ko sardión mein sehatmand rakhna chahte hain to ye video poora zaroor dekhein.
👉 Video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE karein FN Loft ko – taake aisi aur useful poultry tips aap tak pohanchti rahein.
#SardiónMeinMurghónKiKhurak
#AseelMurghiWinterDiet
#MurghónKiKhurak
#WinterPoultryCare
#DesiMurghi
#AseelHenCare
#PoultryTips
#MurghiPalna
#FNLoft
#WinterFeedFormula
#MurghiHealth
#PoultryFarmingPakistan
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: