घर पर बनाए स्वादिष्ट मटर नगेट्स | Crispy Matar Nuggets Recipe😍
Автор: Cook with nandini
Загружено: 2026-01-10
Просмотров: 43
Aaj hum bana rahe hain ghar par banne wale crispy aur tasty Matar Nuggets 😋
Ye recipe bachchon aur badon dono ko bahut pasand aayegi.
Banane ka tarika bahut aasan hai aur taste bilkul bazaar jaisa 🤤
👉 Is video mein aap dekhenge:
• Matar nuggets banane ka complete tarika
• Nuggets ko crispy kaise banaye
• Fry karne ke sahi tips
• Bachchon ke liye perfect evening snack
Agar aapko video pasand aaye to
👍 Like karein
🔔 Channel ko Subscribe karein
💬 Comment mein batayein recipe kaisi lagi
Thank you so much 🙏
Cook with Nandini
#cooking
#recipe
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: