Aye Kash Tum Kehdo Kabhi Lyrical | Ghar Ka Chiraag | Chunky Pandey, Neelam|Alka Yagnik, Udit Narayan
Автор: Tips Official
Загружено: 2025-06-13
Просмотров: 178481
Relive the golden era of romance with this heart-melting lyrical video "Aye Kash Tum Kehdo Kabhi" from the movie Ghar Ka Chiraag! Featuring the charming duo Chunky Pandey & Neelam, this timeless melody is beautifully sung by Udit Narayan and Alka Yagnik. Let the soulful lyrics and soothing composition take you on a nostalgic journey through the magic of 90s Bollywood love songs. 💖🎶
Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link.
/ tipsofficial
Song : Aye Kash Tum Kehdo Kabhi
Movie : Ghar Ka Chiraag
Singers : Alka Yagnik, Udit Narayan
Music : Bappi Lahiri
Lyricist : Anjaan, Sikander Bharti
Movie Details :
Producer: Rajeev Kumar Chowdhary
Director : Sikander Bharti
Cast: Chunky Pandey, Neelam, Rajesh Khanna
Lyrics:
Aye Kash Tum Kehdo Kabhi Tum Ho Mere
Tum Ho Mere
Dil Se Suno Dil Ki Zubaan
Kehta Hai Dil Tum Ho Mere
Aaye Agar Maut Kabhi Humko Zuda Na Kar Sake
Aye Kash Tum Kehdo Kabhi Tum Ho Mere
Tum Ho Mere Dil Se Suno Dil Ki Zubaan
Kehta Hai Dil Tum Ho Mere
Wada Karo Khao Kasam Milte
Rahe Hum Har Janam
Janmo Se Hai Rishta Bandha
Jhute Hai Jo Woh Khaye Kasam
Dil Ko Yakeen Toh Hai Pyar Pe
Na Jane Phir Bhi Dil Kyu Dare
Aye Kash Tum Kehdo Kabhi Tum Ho Mere
Tum Ho Mere Dil Se Suno Dil Ki Zubaan
Kehta Hai Dil Tum Ho Mere
Nazron Se Tu Jab Door Ho
Kuch Na Kahi Aaye Nazar
Tere Bina Pal Na Kate
Kaise Kategi Saari Umar
Jeena Pade Hokar Tumhein
Aisa Sitam Rab Na Kare
Aye Kash Tum Kehdo Kabhi Tum Ho Mere
Tum Ho Mere
Dil Se Suno Dil Ki Zubaan
Kehta Hai Dil Tum Ho Mere
Mandir Ho Tum Tumhi Devta
Main Aarti Ka Jalta Diya
Pyar Ki Raahon Ka Raahi Hoon Main
Manzil Bhi Tum Ho Tumhi Raasta
Kadmon Ke Tere Har Ek Nisha
Ko Chuma Hai Maine Sajan Mere
Aye Kash Tum Kehdo Kabhi Tum Ho Mere
Tum Ho Mere Dil Se Suno Dil Ki Zubaan
Kehta Hai Dil Tum Ho Mere
Aaye Agar Maut Kabhi Humko Zuda Na Kar Sake
#90s #hindisongs #bollywoodsongs #tipsofficial #lovesongs #90severgreen #90shindisongs
Join Us On:
/ tipsofficial
/ jhankargaane
/ 90sgaane
/ tipsfilms
/ tipspunjabi
/ tipsbhojpuri
/ tipsmarathi
/ bhaktiprem
/ volume
/ tipsrajasthani
/ tipsharyanvi
/ tipsibadat
/ tipstamil
/ tipsgujarati
/ tipstelugu
/ tipsmalayalamofficial
/ tipssindhi
/ tipskannada
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: