शहर की नहीं, इस बार गाँव की स्कूल ने रचा इतिहास – सुनिए सफलता की असली आवाज़! AcademyCheck Podcast
Автор: AcademyCheck
Загружено: 2025-06-24
Просмотров: 53
Academycheck ke ek aur motivational podcast mein host Satyendra ne baat ki ek super talented aur focused student Ajay Singh se, jinhone Saraswati Senior Secondary School, Kishorpura Dhahar, Jhunjhunu, Rajasthan se 10th CBSE exam mein 96.50% score karke sabko hairaan kar diya.
Website: https://academycheck.com/
Contact Us: 8062179896, 828760494
Contact for any PG/Hostel in India: 9319397093
Ajay Singh ek chhote gaav se belong karte hain, lekin unka vision aur dedication kisi bade sheher ke student se kam nahi. Is podcast mein Ajay ne khud apni success journey batayi — kaise unhone distractions se door rehkar, discipline ke saath padhai ki, aur har subject ko strong banaya.
Unhone yeh bhi share kiya ki kis tarah school ke teachers ne unka guide kiya aur unke parents ne hamesha hausla badhaya. Ajay ka kehna tha:
“Gaav mein resources kam ho sakte hain, lekin agar iraade mazboot ho to success zarur milti hai.”
Ajay ki kahani un sabhi students ke liye inspiration hai jo sochते हैं कि sirf bade cities aur coaching wale hi top kar sakte hain. Unhone sabit kar diya ki dedication, self-study aur time management se koi bhi student top kar sakta hai — bina kisi show-off ya coaching ke.
Ye podcast un sabhi rural areas ke students ke liye ek powerful message hai:
“Gaav ke school bhi kar sakte hain kamaal, agar students ho focused aur hardworking.”
#Academycheck #AjaySingh #96Point50Percent #CBSE10thTopper #SaraswatiSchoolKishorpura #JhunjhunuTopper #VillageToTopper #ChhotiJagahBadiUdaan #SheherKiSchoolFail #SatyendraPodcast #CBSE2025 #InspiringStudent #RuralSuccessStory #GaavKaGaurav #studentmotivation

Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: