Hassan & Roshaan - Phool Chunein
Автор: Hassan & Roshaan
Загружено: 2025-08-09
Просмотров: 10394
Follow Hassan & Roshaan:
Facebook: / hassanandroshaan
Instagram: / hassanandroshaan
Twitter: / hassan_roshaan
Stream the album "SIXER" now!
Available on all streaming platforms.
Credits:
Performed by: Roshaan Sherwani, Hassan Sheikh
Written/Composed by: Roshaan Sherwani
Produced by: Roshaan Sherwani
Recording Engineer: Samya Gohar
Mixing Engineer: Ali Mustafa
Mastering Engineer: Nick Burchall
Artwork: Emil Hasnain
Lyrics:
Intro:
(Jinse mehkein baagh humare)
(Phool chunein hum)
Verse 1:
Dil
Ye doob raha hai
Labon se jo utre na
Kahein khamoshiyaan
Pal pal
Tu mujhse khafa hai
Chaman tha khila jo kal
Hai ab murjha gaya
Prechorus:
Yaadon mein kho jayoon sada
Khushiyon ka vo samaa
Khara kon ye saamne?
Pehchanne se raha
Chorus:
Saamne koi aur
Koi aur
Hoye faasle
Saamne koi aur
Koi aur
Bichar yoon gaye
Bol dilbar tu hai kahan?
Le gayi phoolon se bahar
Verse 2:
Dikhe sard asmaan
Sunn ye kya keh raha hai
Naye mosumon ki ye
Hawaon ka elaan hai
Prechorus:
Yaadon mein kho jayoon sada
Khushiyon ka ye samaa
Khara kon vo saamne?
Pehchanne se raha
Chorus:
Saamne koi aur
Koi aur
Hoye faasle
Saamne koi aur
Koi aur
Bichar yoon gaye
Bol dilbar tu hai kahan?
Le gayi phoolon se bahar
Prechorus:
Yaadon mein kho jayoon sada
Khushiyon ka ye samaa
Khara kon vo saamne?
Pehchanne se raha
Chorus:
Saamne koi aur
Koi aur
Hoye faasle
Saamne koi aur
Koi aur
Bichar yoon gaye
Bol dilbar tu hai kahan?
Le gayi phoolon se bahar
Outro:
(Phool chunein hum)
(Pyaare pyaare)
(Jinse mehkein, baagh humare)
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: