Nikah Ka Khutba Samajh Lo | Shadi Me Khorafat Kyun | Qari Abu Nasar Misbahi
Автор: M A FRESH MEDIA
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 724
Nikah Ka Khutba Samajh Lo | Shadi Me Khorafat Kyun | Qari Abu Nasar Misbahi
Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh
Is video me mashhoor Islamic Scholar Qari Abu Nasar Misbahi ne ek bohot hi soch badalne wala aur haqeeqat se bhara bayan farmaya hai jiska unwan hai “Ek Nikah Aisa Bhi”.
Is bayan me Misbahi Sahab ne wazeh taur par samjhaya ke:
✔️ Agar Musalman Nikah ke khutbe ka matlab aur paigham samajh lein,
✔️ To shadiyon me khana khilane aur khane ke liye jhagde, dikhawa aur takabbur na ho
✔️ Islam me Nikah aur Shadi ka asal maqsood kya hai
✔️ Aaj shadi ke naam par hone wali khorafat, beja rasmein aur gair-islami rawaiyat
✔️ Sunnat ke mutabiq shadi ka sahi aur barkat wala tareeqa
✔️ Walidain aur naujawanon ko kin baaton ka khaas khayal rakhna chahiye
Ye bayan khaaskar: ➡️ Shadi karne wale naujawan
➡️ Walidain (Parents)
➡️ Nikah khwan aur zimmedaar afraad
➡️ Aur har wo Musalman jo Sunnat ke mutabiq shadi karna chahta ho
📍 Event: Sunnat-e-Mustafa Conference
📍 Mauqa: Jashn-e-Shadi
📍 Venue: Khana Aabadi Mohammad Sajid Raza
📍 Place: Parshuram Panchdahi, Sakra, Muzaffarpur, Bihar, India
Is tarah ke haq aur islah se bhare bayanaat ke liye
👉 M A FRESH MEDIA ko Subscribe karein
👉 Video ko Like & Share karein
👉 Apni qeemti rai Comment me zaroor likhein
JazakAllahu Khairan
#EkNikahAisaBhi
#NikahKaKhutba
#QariAbuNasarMisbahi
#IslamMeNikah
#ShadiMeKhorafat
#SunnatTariqa
#IslamicBayan
#SunnatEMustafa
#MAFreshMedia
#LatestIslamicBayan
nikah ka khutba bayan
ek nikah aisa bhi bayan
islamic nikah speech hindi
shadi me khorafat bayan
muslim shadi ka sahi tareeqa
nikah khutba meaning bayan
latest islamic bayan india
qari abu nasar misbahi bayan
sunnat e mustafa conference bayan
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: