Winter Season Mein Minimum Ventilation Kaise Control Karein?
Автор: FarmTech With Fahad
Загружено: 2025-11-12
Просмотров: 53
Is video mein main ne poultry shed ki minimum ventilation ka pura system dikhaya hai — kis tarah se fans on hote hain, pads off rehte hain aur fresh air shed ke andar maintain ki jati hai. Yeh process birds ki health aur growth dono ke liye bohot important hota hai. Video mein aapko practical setup ke sath samjhaaya gaya hai ke kitni ventilation deni chahiye, aur kis time par fans on karne chahiye.
👉 Watch till end to understand how to control temperature, humidity & air pressure properly in your broiler shed.
📍 Topic: Minimum Ventilation System | Fans & Pads Control | Poultry Farm Setup
🐥 Tags: #PoultryFarming #MinimumVentilation #BroilerFarm #FreshAirSystem #PoultryGuide
@FarmTechWithFahad
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: