Yeh Sab Tumhara Karam hai Aaqa - Urdu Audio Naat with Lyrics - Mansoor Tabish
Автор: Alhamdulillah TV
Загружено: 2018-04-23
Просмотров: 14333
Lyrics:
Koi saleeqa hai aarzoo ka,
na bandagi meri bandagi hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Koi saleeqa hai aarzoo ka,
na bandagi meri bandagi hai
Aamal ki mere asas kya hai
baajuz nadamat ke paas kya hai
Rahe salamat tumhari nisbat
mera to ek aasra yehi hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Ata kiya mujh ko darde-ulfat
kaha thi yeh pur khata ki qismat
Mein iss karam ke kaha tha qabil
Huzoor ki banda parwari hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Bashir kahiye nazir kahiye
unhe siraje munir kahiye
Jo sar ba sar hai kalaam-e-Rabbi
woh mere Aaqa ki zindagi hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Tajaliyon ke kafeel tum ho
murad Qalb-e-khalil tum ho
Khuda ki roshan dalil tum ho
yeh sab tumhari hi roshni hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Hai Kaaba hi malja-e-khalaiq,
bohat numayan hai yeh haqaiq
Magar jo matloob-e-aashqan hai,
Huzoor ke dar ki haazri hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Bashir kahiye nazir kahiye
unhe siraje munir kahiye
Jo sar ba sar hai kalaam-e-Rabbi
woh mere Aaqa ki zindagi hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Koi saleeqa hai aarzoo ka,
na bandagi meri bandagi hai
Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
ke baat ab tak bani hui hai
Please subscribe for more:
https://www.youtube.com/c/Alhamdulill...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: