Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Sughra jo Kehti thi Haye Karbala ke Mussafir Na Aaye | Ajmer Sharif Marsiye | Ajmer Muharram Video

Автор: Hazrat Khwaja Garib Nawaz Page

Загружено: 2025-08-01

Просмотров: 16

Описание:

The Noha is Read in Muharram Sharif
#ajmersharif #ajmermuharram #KarbalakeMusafir #BibiSughraNoha #yaHussain #Nauha #2020NewNoha
#AjmerNauhe #ajmerNohe #AjmerMarsiye

Lyrics:

Karbala ke Mussafir

1)Sughra jo Kehti thi Haaye
Karbala ke Mussafir na Aaye
Humne Furqat ke Sadme Uthaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

2)Arre Mujhko Paas Apne Bulalo kisi Unwa’an baba
Or Jahan Talak ho Meri Mushkil Karo Aasa’n Baba
Sughra jo Kehti thi Haaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

3)Baba Sahab Nahi Tehreer ke Qabil Mera Haal
Or Bistar e Gum me Padhi Rehti Hu Har waqt Needhal
Mujhko Jub Yaad Aate Hein Baba
Gum Se Phatta he Mera Kaleja
Karti hu Raat din Haaye Haaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

4)Yaad Rakhi Na Meri Giriya O Zaari Bhai
Or Fir Gaye Tum Bhi Ye Taqdeer Humari Bhai
Bhaiya Akbar ne Waada Kiya tha
Me Tujhe Lene Aauga Sughra
Vo Bhi Ab Tak na Lene Ko Aae
Karbala ke Mussafir Na Aaye

5)Or Khair Ab Shehar e Madina me Jo Aana Bhai
Or Khaak ke Dher ko Chaati se Lagana Bhaai
Bhaiya Akbar ne Waada Kiya Tha
Me Tujhe Lene ko Aauga Sughra
Karbala ke Mussafir Na Aaye

6)Or Me Roti hu Ki Is Ghar me Mera Koi Nahi
Is Ghar me Ek Nani Zahifa ke Siwa Koi Nahi
Apne Maa Baap se jo JUDA Ho
Ese Beemar ko Kya Shafa ho
Ab Dawa kon Humko Pilaaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

7)or Sochti hu Khuda Jane Kaha he Baba
Or Ab To Pohchade Khuda Mujhko Jaha hein Baba
Umme Salma se Kehti thi Sughra
Jane Kis Bann me Hein mere Baba
Kisko bheju Khabar kon Laaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

8)Tere Kunbe Pe Ab Aayi he Tabahi Sughra
Or Basti Jungle me Garibo ne Basayi Sughra
Koi Kehta hé Shab ko Ye Rokar
Ab Naa Aaenge Pardesi Tere
Khair se Sabko Allah Laaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

9)Jaane Kis Bann me Muhammad ke Nawase Honge
Or Bhuke Honge ke Khuda Jaane Piyase Honge
Unki Furqat me Sab Nohakhwan hein
Kya Btaau ke Baba Kaha Hein
Puchte hein Sab Apne Paraye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

10)Aaj Har Ek Pareeshan Nazar Aata he
Or Gumbad e Khizra bhi Veeran Nazar Aata he
Aaj Suna Pada he Madina
Basti Walo ka Mushkil he Jeena
Har Taraf hé Sada Haaye Haaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

11)Khwab Me Dadi ko Mene Khule Sar Dekha he
Apne Baba ko abhi Khuun me Tarr dekha he
Tha Qayamat se Badhkar vo Naksha
Khoon me Tarr Apne Baba ko dekha
Jalti Reti Pe Sar ko Kataaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

12)Aasmano Par Farishto me Mehshar Barpa
Or Jinnat ki Bhi Rone ki Aati thi Sada
Sath Sughra ke Roti thi Duniya
Kaanp Jata tha Arsh e Mualla
Jub ye Kehti thi Sughra ke haaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

13)Ya Hussain Ibne Ali Shah e Risalat ke Liye
Or Reham Farmaie Khatoon e Qayamat ke Liye
Waqt Mushkil he Bitta Kathan he
Tera Zahid Aseer e Mauhan he
Le Khabar Bibi Zehra ke Jaaye
Karbala ke Mussafir Na Aaye

Sughra jo Kehti thi Haye Karbala ke Mussafir Na Aaye | Ajmer Sharif Marsiye | Ajmer Muharram Video

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

(PART 1) DAGH E AKBAR | MUHARRAM MARSIYA| ALI AKBAR| Ajmer Sharif Marsiye | | Ajmer Muharram Video

(PART 1) DAGH E AKBAR | MUHARRAM MARSIYA| ALI AKBAR| Ajmer Sharif Marsiye | | Ajmer Muharram Video

Москва согласилась на капитуляцию? / Кремль внезапно предлагает подписать договор

Москва согласилась на капитуляцию? / Кремль внезапно предлагает подписать договор

⚡️ Ликвидация военных США в Украине || Импичмент Трампу

⚡️ Ликвидация военных США в Украине || Импичмент Трампу

ЧТО ПИТЬ, Чтобы Быстро Улучшить Кровообращение В Ногах? После 60! Доктор Мясников

ЧТО ПИТЬ, Чтобы Быстро Улучшить Кровообращение В Ногах? После 60! Доктор Мясников

Gala kata tha karbala me #muharram #imamhussain #imamali #hussain

Gala kata tha karbala me #muharram #imamhussain #imamali #hussain

САМАЯ СИЛЬНАЯ Дуа во вторник Все желания сбываются , Этот Дуа изменит вашу жизнь

САМАЯ СИЛЬНАЯ Дуа во вторник Все желания сбываются , Этот Дуа изменит вашу жизнь

Индийские мигранты заполнили Россию и Прямая линия с больным Кадыровым | Голосовой чат NIYSO

Индийские мигранты заполнили Россию и Прямая линия с больным Кадыровым | Голосовой чат NIYSO

Ghous Pak Ki Giyarvi Sharif | 11 ve Sharif Ki Haqiqat | Giyarvi Sharif Ki Fazilat | vlog 1

Ghous Pak Ki Giyarvi Sharif | 11 ve Sharif Ki Haqiqat | Giyarvi Sharif Ki Fazilat | vlog 1

Срочно! Восстание в Иране! Силовики на стороне восставших! Жгут портреты аятолл!  Новости 22/12/2025

Срочно! Восстание в Иране! Силовики на стороне восставших! Жгут портреты аятолл! Новости 22/12/2025

Sughra jo Kehti thi Haye Karbala ke Mussafir Na Aaye | Ajmer Sharif Marsiye | Ajmer Muharram Video

Sughra jo Kehti thi Haye Karbala ke Mussafir Na Aaye | Ajmer Sharif Marsiye | Ajmer Muharram Video

(part 1) KHUSHNUMA JUB HUI MAULA KI JAMAT RAN ME| Ajmer Sharif Marsiye | | Ajmer Muharram Video

(part 1) KHUSHNUMA JUB HUI MAULA KI JAMAT RAN ME| Ajmer Sharif Marsiye | | Ajmer Muharram Video

Khwaja Ji New Qawwali ❤️ Superhit Kavvali Ajmer Sharif 👑 Khwaja Garib Nawaz ❤️ New Kavvali 2025

Khwaja Ji New Qawwali ❤️ Superhit Kavvali Ajmer Sharif 👑 Khwaja Garib Nawaz ❤️ New Kavvali 2025

☝🏻✨САМАЯ СИЛЬНАЯ Дуа во вторник Все желания сбываются!! #коран

☝🏻✨САМАЯ СИЛЬНАЯ Дуа во вторник Все желания сбываются!! #коран

Ложь правозащитника Черкасова

Ложь правозащитника Черкасова

MANAM GHULAM E HAZRAT SHAH E NAJAF | Sonu Monu | Mola Ali Manqabat 2026 | DIL ALI DILBAR ALI

MANAM GHULAM E HAZRAT SHAH E NAJAF | Sonu Monu | Mola Ali Manqabat 2026 | DIL ALI DILBAR ALI

SIBTE PAYAMBAR HEIN HUSSAINع | Muharram Marsiya | Ajmer Sharif Matsiya | 2023 Ajmer

SIBTE PAYAMBAR HEIN HUSSAINع | Muharram Marsiya | Ajmer Sharif Matsiya | 2023 Ajmer

Зачем Нам Даны Болезни: Ответ, Который Изменит Всё

Зачем Нам Даны Болезни: Ответ, Который Изменит Всё

Dar E Hussain Pe Bighdo ki Bighdi Banti Hel Ajmer Sharif Marsiye | | Ajmer MuharramVideo

Dar E Hussain Pe Bighdo ki Bighdi Banti Hel Ajmer Sharif Marsiye | | Ajmer MuharramVideo

अल्लाह जानता है मोहम्मद का मरतबा उर्दू क़व्वाली Ramzan Naats ALLAH JANTAHAI MOHAMMAD KA MARTABA

अल्लाह जानता है मोहम्मद का मरतबा उर्दू क़व्वाली Ramzan Naats ALLAH JANTAHAI MOHAMMAD KA MARTABA

☝️✨ ДУА УТРОМ — НАЧНИ ДЕНЬ С АЛЛАХОМ 🤲✨💯

☝️✨ ДУА УТРОМ — НАЧНИ ДЕНЬ С АЛЛАХОМ 🤲✨💯

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]