Atrangi Suran ki sabji full vlog
Автор: Flavours by rupali
Загружено: 2025-12-17
Просмотров: 32
Flavours by Rupali - Har Ghar ka Swad, Meri Rasoi se
Welcome to Flavours by rupali
Yahaan hum aapko roz-roz naye swad aur simple cooking ideas se mil vate hain.
Aaj ham bnayenge suran ki sabji jise ham phle ubal lenge fir uske chhilke hta kr kat kar sukha denge ak ghanta ke liye
1 garam masala pis le (khade masale leke )
2 tadka ( lahsun pyaj sukhi lal mirch jeera )
sabse phle saraso ke oil me suran fry krke alg kr le fir tadka lga kar masala fir suran mix krke usme tamatar aur namak mix kre fir use thoda pakaye aur pani dale fir use makke ki roti ya pudi se khaye garma garam dosto aur hamare channel ko subscribe kre like kare share kare thanks for watching 🫶#viral #youtubeshorts #vlog #youtube
instagram 👉https://www.instagram.com/rupalijaysw...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: