cooler Motor winding data. High speed cooler motor winding data. Cooler motor 32 mm.
Автор: New technical Raj
Загружено: 2024-06-19
Просмотров: 24770
is video mein maine 32 mm cooler motor winding data bataya hai Jo 1440 RPM mein rang Karta hai ismein 6 blade ki pankhudi lagi hoti hai is motor ka inner Daya 62 mm hai aur outer Daya 110 mm hai iska winding data mining aluminium ka do tarah ka bataya hai jo high speed mein ran karta hai aur is winding data ke voltage capacity 200 se lekar 240 voltage hai yah winding data 28 number aluminium wire aur 30 number aluminium wire se bataya hai aur yah cooler motor 24 slot ki hai
#_new_technical_raj
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: