सदाबहार वन के वितरण को संक्षेप में लिखिए ? || B.A part–3 ( Geography ) important question
Автор: M.S Classes in Rajasthan
Загружено: 2023-10-29
Просмотров: 35
सदाबहार वन के वितरण को संक्षेप में लिखिए ? || B.A part–3 ( Geography ) important question
Bharat mein sadabahar vanon ke vitran ko sankshep mein samjhaie
yah Van Bharat ke atyadhik ardh tatha ushna bhagon mein milte Hain ine kshetron mein ausat varshik Varsha 200 semi se adhik tatha apekshak ardhta 70% se adhik hoti hai ausat tapman 24 degree se Celsius ke aaspaas rahata hai uchch aadhyata tatha tapman ke Karan yah Van bade sanganta pahunche hote Hain vibhinn jaati ke vrukshon ke patton ke girne ka samay bhinn hota hai jis Karan sampurn drishya sada Pani rahte hain yah vruksh 30 se 60 meter unche hote hain inke tane lambe tatha shakhayen chhoti hoti hai rekhiy vanon ki baten inmein bhi Surya ka Prakash Bhumi Tak kathinaiyon se pahunch pata hai atah ine vrukshon mein Surya ka Prakash prapt karne ki or se lagi rahti hai mahatvpurn vruksh rubber , mahogany, amboni, nariyal, bans , sincona, bet tatha iron wood hai yah Van mukhyat Andaman Nicobar dip samuh, asam, meghalay, Nagaland, Manipur, Mizoram, Tripura AVN paschim Bangal tatha paschimi Ghat ki paschim mein dhalo AVN paschim mein tatiy maidanon per paye jaate Hain is prakar ine vanon ka kshetrafal lagbhag 46 lakh hectare hai yah Van arthik Drishti se adhik upyogi nahin hai iska Karan ine vanon ki lakdi sakht hai aur ek hi sthan per vibhinn prakar ke vruksh ugate Hain iske atirikt sanghan Van hone ke Karan parivahan ki suvidhaen bhi simit hai .
• बुशमैन शिकार कैसे करते है || Bushman bade ...
• एशिया में सधन जनसंख्या वाले क्षेत्रों पर ट...
#education
#learn
#educationalclass
#educationshorts
#learnclass
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: