Hindu New Year Special🎉| Maa Ke Haath Ka Bengali Pitha🙏| Railway Station,Tikki & Curry|Full Day Vlog
Автор: UK06ROYBOY
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 53
Aaj ka din bahut hi khaas tha kyunki aaj Hindu New Year tha 🙏🎉
Subah mata ji ne Bengali special pitha banaya jo bahut hi swadisht tha 😋
Dopahar ko hum railway station gaye kuch kaam se, phir bazaar mein ruke aur tikki ka maza liya 🥔🔥
Uske baad main aur Vicky, Arjun ke ghar gaye jahan special anda curry bani thi 🍛
Shaam ko sab milkar gaane gaye, dance kiya aur din ko khushi ke saath celebrate kiya 🕺🎶
Agar aapko village life, family vlog, food aur desi celebration pasand hai to
👉 video ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein ❤️
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: