Lyrics - Akele na jana | Arman 1966 | omar shahid
Автор: Alternate Realm
Загружено: 2020-04-23
Просмотров: 43987
Bahut dukh diye hain,
Hume zindagi ne,
Hume aur gham ab na, tum de ke jao
Nigaho ki sehmi hui iltijayen
Sada de rhi hai ke
Ab laut aao
Karo yaad humney
Ye wada kiya tha ki
Ek dusre ka sahara banenge
Akele na jana hume chhod kr tum
Tumhare bina hum bhala kya jiyenge
Tumhe dekhne ko, tarasti hain aankhe
Kahan chhup gye ho, jara ye btaoo
Barasta rhega in
aankho se pani
Qasam tumko humse na
Ye Daman chhudao
Mohabbat hai humse, tumhe ab jara bhi
To bas laut aao hum, itna kahenge
Akele na jana....
Diya hosla jisnay, jeenay ka hum ko
Woh ik khoobsurat saa, ahsaas ho tum
Jo mit ta nahi dil say, tum woh yakeen ho
Hamesha jo rahti hay, woh aas ho tum
Yeh socha hay hum nay, kay ab zindagi bhaar
Tumhari muhabbat ko sajda karengay
Akaylay naa jaana......
Original pakistani song from Arman (1966)
This beautiful cover of the song is sung by Omar shahid
You can watch his song-
• Akele Na Jana - Omar Shahid
You can follow him on his channel-
/ @omarshahid1135
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: