10th/12th Ke Baad Computer Science (CS) Kaise Padhen? 🎓 Full Career Roadmap 2026
Автор: Ajit Jha - Apexza
Загружено: 2025-10-22
Просмотров: 30
Namaskar Dosto! Main hoon Ajit Jha aur aap dekh rahe hain AJIT JHA - APEXZA.
Congratulations! Agar aapne 10th ya 12th board exam pass kar liya hai aur ab Computer Science (CS) mein apna career banana chahte hain, toh yeh video aapke liye ek complete guide hai!
👉 Is video mein hum aasani se samjhenge:
10th ke baad kya karein? (Science, Arts, Commerce - CS Option)
12th ke baad CS ka best course kaun sa hai? (BCA, B.Tech/B.E., Polytechnic, Diploma)
Basic Coding kahan se aur kaise shuru karein? (Python, C++ ya Java?)
Aapka Future Roadmap: College mein aur uske baad placement tak ki tayyari.
Hum aapko fundamentals se lekar advanced level tak ki padhai ka sahi rasta batayenge, jisse aap college mein bhi TOP kar saken.
🔔 Aise hi important educational videos ke liye AJIT JHA - APEXZA ko Subscribe zaroor karein!
#AjitJhaApexza #ApexzaEdutechLLP #ComputerScienceAfter10th #CSAfter12th #CodingRoadmap #BTechVsBCA #PolytechnicCS #CSCourseSelection #BestCodingCourse #Class10thResult #Class12thResult #CSinHindi #CareerGuidance
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: