Muslim Hukmaranon Ki Zimmedariyan | Zalim Hukmaran Ahadees-e-Mubarakah Ki Roshni Mein
Автор: Allama Sadam Hussain Official
Загружено: 2025-11-15
Просмотров: 870
ظالم حکمرانوں اور جابر حکام کے بارے میں احادیثِ مبارکہ کا سخت اور واضح پیغام…
حق بات کہنے سے ڈرنے والا شخص بدترین لوگوں میں شمار ہوتا ہے۔
اس بیان میں حکمرانوں کی حقیقی ذمہ داریاں قرآن و حدیث کی روشنی میں بیان کی گئی ہیں۔
Topic: Zalim Hukmaran Ahadees-e-Mubarakah Ki Roshni Mein
Speaker: Manazir-e-Islam Allama Muhammad Saddam Hussain Qadri Amini
Zalim hukmaranon ke bare mein Ahadees ka sakht paighaam…
Haqq baat se darna sab se bura amal qarar diya gaya hai.
Is bayan mein Muslim hukmaranon ki asli zimmedariyan Quran-o-Hadith ki roshni mein bayan ki gayi hain.
Is video mein Manazir-e-Islam Allama Muhammad Saddam Hussain Qadri Amini ne Quran-o-Hadith ki roshni mein wazeh farmaya:
● Zalim hukmaranon ke baray mein Ahadees kya kehti hain
● Zulm ke khilaf awaaz uthana kyu zaroori hai
● Muslim hukmaranon ki shar‘i zimmedariyan kya hain
● Momineen ka usool: "Mar jayein ge magar zalim ka saath nahi denge"
● Zalim ki himayat karna, uske zulm par khamosh rehna — qabair mein se kyun hai?
● Awaam ka kirdar, hukmaran ka kirdar, Islami state ka nizam
Yeh bayan aaj ke haalaat ke liye bohot aham aur hidayat afroz paighaam hai.
اس ویڈیو میں مناظرِ اسلام علامہ محمد صدام حسین قادری امینی نے قرآن و حدیث کی روشنی میں یہ واضح کیا کہ:
● ظالم حکمرانوں کے بارے میں رسول اللہ ﷺ کی احادیث کیا فرماتی ہیں
● ظلم کے خلاف آواز بلند کرنا کیوں ضروری ہے
● مسلمان حکمرانوں کی شرعی ذمہ داریاں کیا ہیں
● اہلِ ایمان کے لیے اصول: “مرجائیں گے مگر ظالم کا ساتھ نہیں دیں گے”
● ظالم کا ساتھ دینا، اس کی حمایت کرنا اور حق بات سے رک جانا — یہ سب کب گناہ بنتا ہے؟
● عوام کا کردار، حکمران کا کردار اور اسلامی ریاست کا نظام
یہ بیان آج کے حالات کے لیے انتہائی اہم اور بیدار کرنے والا پیغام ہے۔
#ZalimHukmaran
#IslamicHadith
#MuslimRulers
#QuranAndHadith
#ManazirEIslam
#AllamaSaddamHussain
#HaqqKiAwaz
#IslamicSpeech
#Bayaan
#JusticeInIslam
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: