KIYA MUHAMMAD KA PYARA NAHI HUN | ALI SHANAWAR AND ALI JEE | AYYAM-E-FATIMA by ishq e Ali Official
Автор: ABBAS Studios
Загружено: 2020-01-15
Просмотров: 7903
KIYA MUHAMMAD KA PYARA NAHI HUN NOHA ALI SHANAWAR AND ALI JEE 2008
KIYA MUHAMMAD KA PYARA NAHI HUN | ALI SHANAWAR AND ALI JEE | AYYAM-E-FATIMA by ishq e Ali Official
AYYAM-E-FATIMA IN NISHTAR PARK , KARACHI,PAKISTAN
PLEASE SUBSCRIBE AL-QAYIM TV CHENNAL AND A.H STUDIO AND PRESS BELL ICON
AYYAM-E-FATIMA
------------------------------------------------------------------
NOHA LYRICS :-
Mujhe pe kyu band karte ho paani
(Ya Hussain) x3
Mera nana nabi meri maa sayyada
Mera baba ali mera bhai hasan
Hum hi hein panjatan
Meri kya he khata, - 3
mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
(Kya mein zahra ka jaya nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
1. (Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya) x2
(Kya ma nana ka saaya nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
2. (Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka ghar he) x2
(Kya mein us ghar mein khela nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
3. (Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya) x2
(Apna bachpan mein bhula nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
4. (Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha) x2
(Kya mein unka dulhara nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
5. (Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha) x2
(Paas asghar ke jaata nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
6. (Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal) x2
(Jang karne mein aya nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
7. (Ik sada thi ye "rehaan-o-sarwar"
Kehrahe the Hussain ibne haider) x2
(Kya mein mehman aaya nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
(Kya mein zahra ka jaya nahin hun) x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
__________________________________________
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14,( LYRICS): KIYA MAI MOHAMMAD KA PYRA NAHI HU | ALI SHANAWAR , ALI JEE,Kiya Mohammed ka pyara nahi hun , Ali Shanawar ---Ali --Jee 2013-14,Kya Muhammad (s.a.w) Ka Pyara Nahi Hoon-Ali Shanawar & Ali Jee-18 Jan 2019,Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun ||
Islamiya Akhaada MiraTola Gopalganj New Video 2019,NADEEM SARWAR

Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: