Nimaze Jumma Ke Baad Salwate Touba Parhna Jaiz Hai Ya Naheee Sune Engineer Muhammad Ali Mirza Ko👈👈👈
Автор: Mohammad Ali Mirza Bayan
Загружено: 2025-10-09
Просмотров: 48
Assalamualaikum dosto!
Is video me hum ne baat ki hai ke Nimaze Jumma ke baad Salwate Touba parhna jaiz hai ya nahi, aur is par Engineer Mohammad Ali Mirza sahab ka wazeh bayan suna jaayega. Aaj ke daur me log ibadat me kai aise kaam karte hain jo sunnat ke mutabiq nahi hote — is liye zaroor dekhiye ye video takay aapko asal Haqeeqat maloom ho aur deen ko Qur’an o Sunnat ke roshni me samjha ja sake.
Engineer Mohammad Ali Mirza ne is video me daleel ke sath samjhaya hai ke jumma ke baad ki namaz aur Salwate Touba ka asal maqsad kya hai, aur kon si cheez bid’ah ke zumer me aati hai. Agar aap sachai aur daleel par mabni ilm chahte hain to ye video aapke liye bohat mufeed sabit hogi.
📚 Video dekhiye, like aur share zaroor karein taake aur log bhi is ilm se faida utha saken.
🔔 Channel ko subscribe karein aur bell icon zaroor dabayein takay har naye Mohammad Ali Mirza ke bayan aur lectures sabse pehle aap tak pohonchein.
---
" Mohammad Ali Mirza" Mohammad Ali Mirza " Mohammed Ali Mirza " bayan " Lectures" Mohammad Ali Mirza Tafseer " Mohammad Ali Mirza thoughts " Lectures of Mohammad Ali Mirza
---
#MohammadAliMirza #EngineerMirza #IslamicLectures #JummaNamaz #SalwateTouba #IslamicKnowledge #QuranSunnat #DeenKiBaat #RealIslam #IslamiTaleem #MirzaBayan #AliMirzaTafseer #IslamicGuidance #SunnatAurBidah #IslamicReminder #Tawbah #JummaMubarak #MuhammadAliMirzaThoughts #IslamicChannel #LectureByMirza
---
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: