Rambhakt Hanuman - Raanjha || Hindi Rap Song || Viral Bhakti Rap Song || 2024
Автор: Raanjha
Загружено: 2024-04-18
Просмотров: 362820
Rambhakt Hanuman - Raanjha || Hindi Rap Song || Viral Bhakti Rap Song || 2024
.
❤️Follow on Instagram❤️
Instagram: / iam_raanjha
___________________________________________
🙏🏻 SPOTIFY🙏🏻
https://appopener.com/sp/bls0q3csd
___________________________________________
🍁 Credits 🍁
👉 Song:- Rambhakt Hanuman
👉 Lyrics & Composition:- Raanjha
👉 Vocals:- Raanjha , Aziz nazan & Mahendra Kapoor
👉 Music:- Smokey
👉 Mix and Master:- A Cube Music
👉Video:- Srinjal (bhgwa_editz)
___________________________________________
: RAP LYRICS :
: VERSE 1 :
Hey gadadhaari Dwajadhaari
Hey rambhakt sankathari
Haa Utar dakshin purab pashim
Puje tohe duniya saari
Tere naam ka danka
Baje bharat se lanka
Tera naam leke jo karu kaam
Na rehti shanka
Haa dukh mera konsa bada bhala
Sang mere tu hai jo khada
Na koi Chinta fikar hai mujhe
Naam tera le ke mai chala
Kripa rakhna Bajrang saath saath
Mere maath pe tera haath
Or Shatru bhay se jaat-hai kaanp kaanp
Dekhe Kaun uthave aankh
Tumsa dooja na koi daas ram ka
Tum pe hi hai vishwaas ram ka
Bhari sabha me cheer dikha diya
Seene me apne vaas ram ka
Maruti sheetal jese paani
Aave krodh to bane sunami
Hanumat jesa na koi dooja
Khel khel me Lanka jalaadi
: VERSE 2 :
Naam Lu Ek Baar to darta nahi
Bajrangi pe shak mai krta nahi
Wahi ek hai kaaran iska jo
Mai kaal se bhi keh deta ki
Aankho me Teri khauf dekh
Huyi bhay se teri maut dekh
Mai kalyug se bhaybheet nahi
Mere saath khada hai wo jo
Bolke Jai Siya Ram Or maare chalang to
Naapde pure aasmaan ko
Balaykaal me hi jo bulade
Devo se wo traahimam
Wo kapishresth mahabalprakrami
Peeta kesri mata anjani
Shankarsuvan dhiray shuray
Daityakulantak maare lankini
Seema nahi koi kad ki akaay
Pawanputra hey Kapishvaraay
Jag me uske naam anek
Use sabse priye hai rambhaktaay
_____________________________________
#rambhakt #hanuman #maruti #bajrangbali #rambhakthanuman #hemaruti #bhaktirap #rapbhajan #viralrap #hanumanjayanti #hanumanjanmotsav #hanumanstatus #hanumanjibhajan #hanumanjiringtone
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: