12 Jyotirlinga Darshan in One Video 😍 | Mansarovar Dham Full Tour | Rare Footage
Автор: Dilli Ka Shivam
Загружено: 2025-12-07
Просмотров: 93
🙏 Mansarovar Dham Mandir Darshan | 12 Jyotirlinga Ek Hi Video Mein | FIRST TIME ON YOUTUBE 🙏
Aaj hum Mansarovar Dham Mandir aaye jahan ek hi jagah par sabhi 12 Jyotirlinga ke Divya Darshan होते हैं.
Hum sab ne milkar bhakti aur shradha ke saath poora Mandir parikrama ki, 12 Jyotirlinga ke darshan kiye, aur Mahakaal ji ki Aarti bhi ki.
Iss pavitra pal ko aur bhi adhbhut bana diya mere bhai ke damru performance ne — jo maine is video me poori tarah capture kiya hai ❤️🙏
⚡ Yeh video YouTube par FIRST TIME hai – ek hi video me sabhi 12 Jyotirlinga ka darshan!
Aaj tak kisi ne bhi Mansarovar Dham ke andar se 12 Jyotirlinga ka complete darshan nahi dikhaya.
Isliye is video ko jarur end tak dekho aur apne parivaar, mitron aur bhakt logon tak share karo 🙏
---
🔱 Video Highlights:
Mansarovar Dham Mandir Full Tour
Ek hi jagah par 12 Jyotirlinga ke darshan
Mahakaal ji ki Aarti
Damru performance by my brother
Pure divine experience captured on camera
---
🔔 Channel ko Subscribe jarur karein
Aapke liye aise hi bhakti, travel aur real vlogs lekar aate rahenge ❤️
🙏 Har Har Mahadev 🔱
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: