क्या इस्लाम खत्म हो जाएगा | जुल्म और इंसाफ की लड़ाई में कौन जीतेगा | पैगम्बर मुहम्मद साहब ने सच कहा
Автор: IQRA SOCIETY
Загружено: 2025-12-04
Просмотров: 2225
Is video mein hum ne daur-e-haal ki woh haqiqatain bayaan ki hain jo zulm, fasaad, be-chaini aur adam-e-insaf ki surat mein duniya bhar mein nazar aa rahi hain. Aaj insaniyat na sirf ikhlaqi zawaal ka shikar hai balkay har taraf behdayti, laawaris siyasat aur na-insafi ka raaj hai.
Is silsile mein hum ne Qur’an o Hadees ki roshni mein ye bataya hai ke aane wale mustaqbil mein Allah Ta’ala kis tarah Imam Mahdi (r.a) aur Hazrat Isa (a.s) ke haath par poori duniya ko aik baar phir aman, insaf aur khushhaali se bhar dega.
Hadees-e-Mubarak ke mutabiq jab Hazrat Isa (a.s) nazil honge to duniya se jhoot, fasaad, zulm aur kufr ka nizaam mita diya jayega. Insaf is qadar aam ho jayega ke janwar bhi aman se chalainge, bachay saanp se khelenge aur kisi ko kisi se dar nahin hoga.
Yeh video aap ko yaad dilayegi ke aaj ka zulm ka daur hamesha nahi chalega — haq ka nizaam aane wala hai, aur Allah ka waada kabhi khalaf nahi hota.
Agar aap ko video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karein.
JazakAllahu Khairan.
#Islam #Quran #Hadith #EndTimes #ImamMahdi #Mahdi #Isa #JesusReturn #Dajjal #Fitnah #Akhirat #Qiyamah #LastDays #Prophecies #IslamicProphecy #SignsOfQiyamah #IslamicReminder #Peace #Justice #Truth #Aman #Harmony #Dua #Sunnah #Muslim #IslamicVideo #IslamicHistory #Spirituality #Faith #Aqeeda #Akhlaq #MuslimYouth #Motivation #Deen #RomanUrdu #IqraSociety #IslamicEducation #Knowledge #RealityOfLife #CurrentAffairs #WorldNews #Oppression #GlobalCrisis #Relief #Hope #Future #Prophets #EndOfTimes #IslamicTeachings #IslamicQuotes #IslamicShorts #YouTubeShorts #Trending #Viral #PeacefulWorld #JusticeSystem #IslamicJustice #QuranicVerses #HadithSharif
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: