Khawab, Rooh aur Ayatul Kursi | Alam-e-Barzakh Ka Raaz (Islamic Reality) Xaryab Haschmi Podcast
Автор: Xaryab Haschmi Podcast
Загружено: 2025-12-27
Просмотров: 3272
Islam ke mutabiq khawabon ki mukhtalif qisamain hoti hain — kuch Allah ki taraf se, kuch nafs ki wajah se, aur kuch shaitan ki taraf se.
Is video mein Xaryab Haschmi baat karte hain:
• Khawabon ki qisamain aur unki Islamic tashreeh
• Ache aur bure khawabon mein farq
• Ayatul Kursi ki quwat aur uska role burai aur waswason ke khilaf
• Alam-e-Barzakh aur roohon ka aalam
• Kya roohain khawabon ke zariye rabta karti hain?
• Islam khawabon ko kis had tak haqeeqat maanta hai?
Yeh video un logon ke liye hai jo khawabon, roohaniyat, aur Quran ki quwat ko sirf kahani nahi balkay haqeeqat samajhna chahte hain.
Agar aap ne kabhi mehsoos kiya ke kuch khawab aam nahi hotay —
to yeh guftagu aap ke liye hai.
#IslamicDreams
#AyatulKursi
#AlamEBerzakh
#IslamAndSouls
#XaryabHaschmiOfficial
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: