Ek Aur New Update |स्मार्ट सिटी नौका विहार अब बस घूमने के लिए हो जाओ रेडी 😱🥳||मुजफ्फरपुर नौका विहार
Автор: connect bihar
Загружено: 2024-09-24
Просмотров: 1468
hello dosto, bihar me phali baar nauka bihar Project aya hai ,halaki nauka vihar bihar ke aur bhi district me hai .pr aisa phali baar ho raha hai ke ek nauka bihar Muzaffarpur me proper tarike se developed kiya ja raha hai .
Esme sirf nauka hi nhi balke gurden aur morning walk krne ke liye ek track aur sham ke samay yaha pr baith kr nadi ki trf se ati sham ki thandi hawa ka bhi anand le sakte hai ,aur to aur yaha restaurent jaisi bhi suvidha rahegi,eske alawa yaha aur bhi bhut kuch banne ja raha hai bachchu ke liye play groun..etc.....
chhat puja ke liye ghat bhi tyaar kiya jyega....
Bihar Me Phali Baar Hone Ja Raha Hai Kuch Aisa || Muzaffarpur Nauka Bihar Project||
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: