Prabhu Parameshwar Tu hai mera Pita
Автор: Hebels Studio
Загружено: 2025-11-28
Просмотров: 745
Prabhu parameshwar tu hai mera Pita,
Swarg-duth karate hai har pal araadhana
Dhanyavaad karata hu hathon ko uttakar,
Aaraadhana ke yogya Khudha,
Tu hi pavitr hai prem ka saagar,
Prabhu teree ho araadhana,
Aadhr mahima stuthi prashamsa,
Har pal karate hai Teri Prabhu
Prabhu yeeshu mere rakshak hai Tu mera,
Swarg-duth karate har pal araadhana,
Dhanyavaad karata hu hathon ko uttakar,
Aaraadhana ke yogya Khudha
Prabhu pavitr aatma shaanti dene vaala,
Swarg-duth karate har pal araadhana,
Dhanyavaad karata hu hathon ko uttakar,
Aaraadhana ke yogya Khudha
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: