MunshiPatli Chowk jaane wali thi… par nariyal kaatate chot lag gayi!
Автор: myself sweta
Загружено: 2025-11-13
Просмотров: 9
Aaj simple se kaam mein main nariyal kaat rahi thi, lekin beech mein mere haath mein chot lag gayi 😢
Chot lagte hi thoda sa tension ho gaya
Aaj mujhe Chhapra ke MunshiPatli Chowk jaana tha, par chot ki wajah se thoda late ho gaya.
Vlog mein maine sab real moment share kiya hai.
👇 Aap log mujhe batao:
👉 Nariyal kaatate waqt aapke haath mein kabhi chot lagi hai?
👉 Aapke ghar mein nariyal kaun kaat ta hai?
👉 Aur Chhapra ke log comment mein “Chhapra” likh ke batao!
Mere liye aapka comment bohot important hai 💛
Video zarur dekho aur support karo 🙏✨
#ChhapraVlog #NariyalCutting #KitchenAccident #ChhapraGirl #MunshiPatliChowk #DailyVlog #BiharVlogger #IndianVlogger #SmallTownVlog #InjuryVlog #RealLifeVlog
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: