Vande Bharat Express Sirf VIP Logo Ke Liye Hai Bola Gya Tha Ranchi Junction Ke Ticket Counter Pe😡😡🚄🚅
Автор: Abhishek.977 Vlog
Загружено: 2025-12-07
Просмотров: 63
Bas Itna Bad Ka Dukh Lga Tha Ki Ranchi Junction Me Jo Ticket Counter Pe The Wo Bole Ki Vande Bharat Express Sirf VIP Logo Ke Liye Hai 😡😡 Ticket Nhi Diya Gya Hame Bas Yahi Bat Pe Gussa Aaya Tha😡😡 Hume Ranchi Junction Se Patna Junction Ke Liye Us Din Hume Ticket Mil Jata to Hum Dono Rat 10 Baje Patna Junction Pahuch Jate Aur Rat Ko Hi Aapna Ghar Pahuch Jate Par Hume Ticket Nhi Mila 😡😡 Fir Hum Dono Ne....Patna To NJP Ke Liye Online Ticket Book Kar Liye Aur Waha Pe To Hume Nhi Bola Gya Vande Bharat Express Sirf VIP Logo Ke Liye Hai ..... Patna Junction To NJP Tak Pahuch v Gaye Aur Safar Me maza V aaya 🚅🚄🚄🚅🚄 Bas Itna Kehna Hai Ki Ranchi Junction Walo Se Kabhi Kisi Ke Sath Aisa Nhi Karna Chahiye 😡😡 #viralvideo #railway #RNC #trending #vlog #indianrailways #indainrailway #railway
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: