Khanpur Dam Spillway Operation Full Video | Water Release 19 August 2025 | Khanpur Lake FK Vlog
Автор: FK Vlog
Загружено: 2025-08-19
Просмотров: 26289
Khanpur Dam ke spillway operation ka full coverage dekhain jo 19 August 2025 ko record kiya gaya.
Is video mein aap dekh sakte hain dam se pani ka behna, mountains ka natural view aur water reservoir ki khoobsurti.
Khanpur Dam Pakistan ka aik famous picnic spot hai jo tourists ko apni khoobsurat lake aur mountains ki wajah se attract karta hai.
Aaj ke din spillway open kiya gaya jahan se pani ka shandar manzar samne aata hai.
👉 Full vlog enjoy karein aur apni feedback zaroor dein.
👉 Channel ko subscribe karein aur bell icon press karein taake naye updates miss na hoon.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: