OLD DVD Player Se Hame kya mila | DVD se hame kitani DC Motor mili , DVD Player repair kaise kare!
Автор: Easy to TRY
Загружено: 2025-12-17
Просмотров: 218
Is Video me ham eak Old DVD Player ko aap ko dikhane vale hai!
DVD Player kaise kam karata hai, ye chalata kaise hai!
DVD me CD kaise lagate the!
In sabhi ko aap ko bari bari se ham dikhane vale hai aur ham yaha bhi batayege ki
Ise kaise chalate the!
Ham aap ko DVD Player ko khol kar andar se bhi dikhayege ki esake andar kaun si machinen lagi hui hai।
aur ye kam kaise karati hai!
Ham dekhege ki esame kitani motor lagi hui hai।
aur isaka amplifier kaise kam karata hai? Is video se aap ko DVD Player ke vishay me bahut hi knowledge milane vali hai!
To video ko aap pura jarur dekhiyega aur hamare video ko like aur hamare Channel ko Subscribe jarur kariyega please।
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: