Kiya Wafa Na Ki | Hashim Sisters Mola Abbas Noha 2022 | Muharram 1444 | New Nohay 2022
Автор: Hashim Sisters Official
Загружено: 2022-08-03
Просмотров: 43244
The latest title Noha of Muharram 1444 from The Hashim Sisters, "KIYA WAFA NA KI MERE ABBAS NE".
BA WAFA ABBAS. HAYE MOLA ABBAS
Hashim Sisters exclusive Noha on the arrival of the Holy Muharram 2022/1444.
Reciters - Hashim Sisters
Noha Title - Kiya Wafa Na Ki
Poetry - Johar Naqvi
Composition - Hashim Sisters
Audio - Purevocal Studios (London, UK)
Video - Br Morteza & Br Reza
Video Editing - Manzar Zaki
Album - 2022 / 1444H, Vol. 17
Nohay 2022
►Follow The Hashim Sisters: Instagram - / hashimsiste. .
Facebook - / hashimsisters
Subscribe to HashimSistersOfficial - https://www.youtube.com/channel/UC2co.
○ NOHA LYRICS ○
Aaya Madine Lut ke Jo Zainab ka qaafla
Tharragayi nabi ki lehed aya zalzala
Sughra phupi se kehti thi amaan yeh kiya hua
Ummul Baneen ne Zainab e muztar se yeh kaha
Kiya wafa na ki mere Abbas ne x2
Maadare Abbas karti thi fughan
1) Hai qayamat kaisi yeh samjha mujhay
Bol Zainab chup hai kyun batla mujhay
Hai yeh tere shaano pe kaisay nishaan
2) Kehrahi hai katt gaya kyun sheh ka sar
Lutgaya sab fatima Zahra ka ghar
Margaya Jo shaah ka eik bezubaan
3) Saara kunba shaah ka pyaasa raha
Al atash ki dete they bachay sada
Alqama uthkar na aaya kyun wahaan
4) Tumpa woh aisay sitam bhi dhaagae
Kuch laeen khaimo ke Andar agaey
Aur phir zinda rahay woh ashqiya
5) Phat raha hai sunke ye mera jigar
Shimr ne phir goshwaare cheenkar
Aur bachi ki lagai seyliya
6) Kehrahi hai tu rida bhi chin gai
Karbala se shaam tak paidal gai
Tha mera Ghazi bata us dam kahaan
7) Naam bhi uska kabhi loongi na main
Dood na Abbas ka bakhshoongi main
Sunke ye Zainab ke thay aansun rawaan
Baiyn Zainab ne sunnay aik maan ke jab
Yeh kaha ghamgeen hoke maan se tab
Jab talak zinda tha mera bawafa
Koi bhi humpe na karpaaya jaffa
8) Baad mein humpe huay saare sitam
Pehle Ghazi ke huay shaane qalam
Ab na lana apne hoton pe yeh maan
9) Jab sukhan HASHIM yeh Zainab ke sunay
Maan ne Johar shukr ke sajde kieay
Phir kabhi kholi na yeh kehkar zubaan
CHORUS
°°°°°°°°°°°°°°
Islamic Date Today | Muharram 1444H/2022
#nohay #imamhussain #karbala #nohay2022 #hashimsisters #newnoha
Shaheed E Karbala Hussain - Hussain Hussain Imam Hussain - Mola Abbas Noha 2022 - Bawafa Abbas Noha 2022 - Mola Hussain 2022 - Muharram Nohay 2022/1444 - Hashim Sisters 2022 - New Noha 2022 - Hashim Sisters New Nohay 2022 - Noha Mola Hussain - New Noha - Imam Hussain - Azadari - ziyarat- Matam- Karbala - Najaf - Muharram 1444H | محرم 1444 - Mola Abbas Noha - Kiya Wafa Na Ki - Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: