Market Jaisi Cookies Ghar Par | No Oven No Egg...easy style cookies 🍪😋
Автор: Swad with Neha Kitchen
Загружено: 2025-12-16
Просмотров: 71
Aaj main aapke saath share kar rahi hoon ghar par bani khasta aur tasty cookies ki simple recipe.
Ye cookies bina oven, bina egg sirf kadhai mein aasani se ban jaati hain.
Tea time ke liye perfect aur bachche bhi bohot pasand karte hain 😍
👉 Agar recipe pasand aaye to LIKE 👍 | SHARE | SUBSCRIBE zaroor karein.
Ingredients:Aata, suji, Besan ,sugar, ghee,, dry fruits (as per taste)
Try karke batana zaroor 😊#cooking #cookies #viral
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: