Ghumne gaye dhauli, The peace pakoda..😊
Автор: RRP Unlimited
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 14
Dhauli Shanti Stupa, Bhubaneswar ke paas Daya नदी ke किनारे स्थित ek bahut hi shant aur historic jagah hai, jahan Kalinga Yudh ke baad Samrat Ashok ne hinsa chhodkar Buddh dharm apnaya tha. Ye jagah apni safed Shanti Stupa, Ashok ke rock edicts aur sundar sunset view ke liye mashhoor hai, isliye history, spirituality aur photography pasand karne walon ke liye ye perfect destination hai. Is video mein Dhauli ka history, wahan ka atmosphere, aur travel tips dikhaaya gaya hai taaki aap apni next Bhubaneswar trip mein isko easily plan kar sako. Agar video pasand aaye tovideo ko like aur share zaroor kareinchannel ko subscribe kareinbell icon dabayein taaki aapko aise hi aur travel vlogs ki notification sabse pehle mile.Dhanyavaad doston, aapka ek like aur subscribe hamare liye bahut motivation hai!
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: