Vlog #2 | Life Is About Choices | Finding Peace | Jinnah Bagh Lahore 🌿
Автор: Real Talks with Sheeraz
Загружено: 2026-01-16
Просмотров: 89
Life mein humein choices banana hoti hain — aur sach yeh hai ke choices lena hamesha easy nahi hota.
Kabhi kabhi bohat mushkil hota hai, phir bhi humein choose karna hota hai.
Iss vlog mein, main Jinnah Bagh, Lahore mein walk karte hue apne thoughts share kar raha hoon — about life, choices, aur inner peace.
Maine seekha hai ke jab bhi zindagi confusing ho jaati hai, main Allah ko choose karta hoon — every single day. Aur wahi choice mujhe sukoon deti hai.
Mujhe meri pehle vlog par friends aur family se bohat pyara feedback mila. Main sab cheezon ko consider kar raha hoon, seekh raha hoon, improve kar raha hoon — so plss be kind.
Agar aap bhi life ke kisi phase mein choices ke beech phansay hue hain, shayad yeh vlog aap ke dil ko thora sa sukoon de.
🤍 Thank you for watching
🌱 Like, Share & Subscribe if this connects with you
#Vlog2
#DailyVlog
#LifeChoices
#FindingPeace
#Allah
#SpiritualVlog
#JinnahBagh
#JillaniPark
#LahoreVlog
#PakistanVlog
#WalkingVlog
#HealingJourney
#SelfReflection
#urduvlog
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: