Early morning Scooty Slip on a Snowy Patch || Beautiful vashudhara track
Автор: Manisha Chauhan
Загружено: 2025-11-29
Просмотров: 176
☆
Subah ka waqt tha, hawa thandi thi aur main Mana Village ki taraf nikal chuki thi. Dil me ek hi baat thi — “kya main sach me yaha tak pahunch gayi?” Solo travel ka ye sapna hamesha se tha, aur aaj wo sach lag raha tha. Raste me door-door tak brown, sukhe pahaad aur khaali valleys dikhti rahi… unhe dekh ke mann aur halka ho gaya. Thodi der unhe bas door khade dekhte rehna hi alag sa sukoon de raha tha. Tabhi maine unka ek chhota sa clip shoot kiya aur fir scooty lekar aage badh gayi.
☆
☆
Bas kuch hi meter aage gayi thi ki ek halka sa snow patch aya… aur scooty ekdum se slip ho gayi. Main ek taraf slide ho gayi, scooty ek taraf. Lagbhag 30 meter tak main raste par ghisak kar rukki hoon. Par ajeeb baat ye thi ki dard se zyada mujhe hasi aa rahi thi — jaise mann ne decide kar liya ho ki ye slip meri journey ko rukne nahi degi. Kuch logo ne help ki, main khadi hui aur bina soche fir scooty start kardi.
☆
☆
Mana Village pahunchte hi jaise ek completely alag world me aa gayi. Chhote-chhote ghar, narrow raste, peaceful sa environment… sab kuch perfect lag raha tha. Yaha se meri actual exploration shuru hui —
☆
☆
Ganesh Gufa, Vyas Gufa, behte hue Saraswati ji ka shor, aur Bheem Pul ki katha … yeh sab sunte-sunte or mehsoos krte huye mann aur zyada connected mehsus ho raha tha. Soch kar hi goosebumps aa gaye ki Panch Pandav ne yahi se swarg yatra shuru ki thi.
☆
☆
☆
Inhi purani kahaniyon aur khubsurat pahadi rasto se hote hue finally main Vashudhara Waterfall pahunchi. Yaha ki vibe hi kuch aur thi — shanti, thandi hawa aur upar se girti Vashudhara ki boonde. Aur yaha maine apni life ki pehli real snow dekhi. Safed chamakti barf aur waterfall ke paas ka wo moment… bas dil me utar gaya.
Ye poora safar mere liye ek yaadgar solo ride thi
☆
☆
— thodi si snow, ek unexpected slip, aur nature ki badi si gift.
☆
☆
☆
☆
Mana Village vlog
♡
India’s last village Mana
♡
Mana to Vashudhara trek
♡
Vashudhara waterfall Uttarakhand
♡
Vashudhara waterfall trek
♡
Badrinath to Mana road
♡
Uttarakhand travel vlog
♡
Uttarakhand snowfall vlog
♡
Solo travel girl India
♡
Solo ride in mountains
♡
Uttarakhand scooty ride
♡
Scooty ride in snow
♡
Scooty slip on snow
♡
Snow road slip moment
♡
Mountain road slip
♡
Adventure travel Uttarakhand
♡
Himalayan travel vlog
♡
Bheem Pul Mana
♡
Saraswati river Mana
♡
Ganesh Gufa Mana
♡
Vyas Gufa history
♡
Uttarakhand tourism
♡
Badrinath travel vlog
♡
Himalayan trek vlog
♡
Snowfall in Uttarakhand
♡
Solo female traveler India
♡
Travel vlog Hindi
♡
Dangerous road vlog
♡
Morning ride vlog
♡
Vashudhara valley trek
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: